Big loss hony par account ko kesy manage kia jae?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big loss hony par account ko kesy manage kia jae?
    Dear members main ap say ye puchna chahta hun kay agr kisi new trader say mistake hogae hai usnay itna loss kar dia hai kay uska account dangerous condition main hai ab usko kesy apna loss recover karna chahiye kis planning aur kis strategy ko wo use kar kay apny account ko manage kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar humay big loss ho humay chaiye hum kisi bhi tarah khud par kaaboo pain trading rok den aor khod ko jasay b ha seekhnay pe tawaj den kyon k loss tabhi horaha humaray mei kaam karnay salaihiyat he nahe ha tabhi ham loss kar rahay
    • #3 Collapse

      Sab se pehli baat to ye hay kay jab aap trade lagin to pehly sy apny mind main SL aur TP lagany ka plan rakhin aur agar trade lagny kay wakat nahi bhe lagaya to aap baad ma laga den. Dosri baat ye kay jab account loss main chal raha ho to aap koi bhe new trade open na karin. Ya phir open karni bhe hay to intehaai samjh daari sy. Phir ye kay agar ho sakta hay ya aagy aapko nazar aa raha ha k aap kay pas jo rakam ha wo bhe ur jaay ge to aap close kar dain. Aur jitna loss hua wo stop kar dain. Es tarha aap baad main bhe apna loss recover kar sakty hain.
      • #4 Collapse

        Dear agar apko big loss ho gaya hai toh ap us din trading mat karain balky rest karain or apny mind ko rest dain q ka jaldi bazi main ap or bhi nuksan kar sakty hain or phir next day apni mistakes ko daikhain or phir se trading start karain.
        • #5 Collapse

          Assalam o Alikum friends jub be kesee ko big loss ho jaye wo ek week ka target rakh kar trade kary aur secound bohat imporant cheez k wo big big lots na use karny bilkay small small trades k sath apna profit book kary to es k leayh best ha.
          • #6 Collapse

            bhai jaan ap ka sawal bilkuak thek hy is mn aggar hum is mn kam karey tu humeny chayeh k agar hum ko is sy loss bhe a jaye tu hum is mn sakoon sy kam karey kaun k agar hum is mn jitna bhe zaida sakonn k sath kaam karey gy tu humeny itna faida ho ga ...
            • #7 Collapse

              g bahi jaan humen chahiye kih ager hum ziyada loss mn ja rahey hn to humen kisi bhi tarah foran trading ko rok daine chahiye or humen demo account per ziyada s ziyada prectice kerni chahiye jb hamara experience or knowlgde 2no increase ho jaen to phir humen trading ker k loss ko recover kerna chahiye .....
              • #8 Collapse

                trade lagin to pehly sy apny mind main SL aur Take Profit lagany ka plan rakhin aur agar trade lagny kay wakat nahi bhe lagaya to aap baad ma laga den pko big loss ho gaya hai toh ap us din trading mat karain balky rest karain or apny mind ko rest dain q ka jaldi bazi main ap or bhi nuksan kar sakty ha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear brother forex trading main mafi ki to koy gungash nahi hy agar new trader sy mis take ho bhi gay to inda keleye ap ko sabook mill gay ga aur phar jabbhi ap trade karen gay sooch samagh k karengy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X