ASLAMUALEKUM fellow members kuch loog loss se bohat darty hain aur pore zindge iss emotional barrier ko cross he nahe kar sakty jub ke successfull loogon k peche bohat sare nakami hoty hai bohat sari practical example hain iss dunya main jasy edison ne 99 times failed attempts ke bulb banane ke lekn kamyab nahe hoa agar himat haar jata to aj tak dunya ko jo roshni mil rahe hai wo nahe milty. Losses se ghabtana nahe chahye agar ap ko loss ne kuch bhe sikhaya ho to loss loss nahe raha ap ka khazana ban gay hai lekn agar kuch nahe sekhna to aenda bhe wo miskates karen ga aur koe faida nahe hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим