If you are looser from long time you are enemy in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    If you are looser from long time you are enemy in forex
    Dear members kuch log asay b forex mei dekhay hain jo seekhnay samjhnay ki taraf dehaan nai detay aur dekho unko tou 1 year b hogya hoga forex kartay howay loss kartay hain mazeed invest kar letay hain asay log khud k b dushman hain dusron k b k onki wajah se dusray log negative b hotay hain aur wo b learning ki taraf tawajh nai detay hain hamesha forex pe ap ko learning aur knowledge ki zaroorat parrti ha iskay bagair kabhi success na mili ha na mil sakti ha mehant k bagair forex mei koch nai ma asay logon se request krunga k wo seekhay samjhain then income haasil krnay ki tamana karen tab unko success b milay gi isliye khod k b enemy mat banay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    janab ap ki bat bilkul theek hy or mai is sy itefaq bi karna hun.ap daikh lijiya forex mai hamesha 2 kisam ky log loss karty hy 1 jo lalchi hoty hy 2 jo learning ky bina trade karty hy,or jo log is ko ik game samajhty hy wo loss hi kary gy kiyo ky yi ik game nahi hy yi learning ky bina ap ko loss hi dy gi,ap ko chahiya ky is ko pehly sekhay us ky bad ap ko is mai ana chahiya tab ap is mai kamyab ho sakty hy warna ap sari life buy sell karty rahy gy kabi loss kabi profit per at the end ap loss mai hi rahy gy or ager ap is ko chorty bi nahi or bina sekhy kary gy tu shaid ap apna sb kuch hi doobo na dy ..
    • #3 Collapse

      Mai ap ki baat se itefaaq karta hun jab aik trader ko loss horaha ho oska kaam ha wo trading ko rok de aor achi trah dekhey k osko loss kis wajah se horha agar wo loss ko nai dekhta its mean wo apna khud dushman ha forex mei asal mei ye wo log hotay hain jinka koi experience nai hota ha wo loss kertey hain issi waja se wo kaam krna nai jantey esliye wo forex mei ghalat hain onka kaam ha pehley achi tarah learning karen
      :p Yes You Can Do :p
      Honesty + Sincerity = Prosperity
      • #4 Collapse

        Jee bhai kuch traders aisy bhi hai jinko bohat time hogyatrading karty huwy lekin wo musalsal loss karty hain kuch nae seekhty bs tuky lgaty hain wo apna time waste kar rhy hain unhe chahiye kay investment ki bjae kuch time kay liye trading ko stop karain aur learning par focus karain apni mistakes ko door karain tabi wo trading main kamyab hogy aisy sirf time or money waste karain gy jitni zyada practice karain gy utna knowledge aur experience gain hoga is liye unko chahiye kay learning par twajo dain
        • #5 Collapse

          dear friend forex aik bhut acha business ha lakin is mn hamein loss us waqt hota ha jb hum is mn kisi kisam ki lalach , jald bazi , emotional ho kr trade nahi krni chaye Q in soorton mn hamein loss ka samna hota ha , lakin jb hum is trade mn honest ho kr kam karein gy to ye trade hamein kisi kisam ka loss nahi dy skti .
          • #6 Collapse

            ap ki bat bilkul theek hy or mai is sy itefaq bi karna hun.ap daikh lijiya forex mai hamesha 2 kisam ky log loss karty hy 1 jo lalchi hoty hy 2 jo learning ky bina trade karty hy hamesha forex pe ap ko learning aur knowledge ki zaroorat parrti ha iskay bagair kabhi success na mili ha na mil sakti ha mehant k bagair forex mei koch nai
            • #7 Collapse

              bilkul theek hy or mai is sy itefaq bi karna hoon ap daikh lijiya forex mai hamesha 2 kisam ky log loss karty hy 1 jo lalchi hoty hy 2nd jo learning ky bina trade karty hy asay log khud k b dushman hain dusron k b k onki wajah se dusray log negative b hotay hain aur wo b learning ki taraf tawajh nai detay hain
              • #8 Collapse

                Asslam o Alikum friends ager ap ko bohat zada loss ho raha ha forex may to ap manage nahe kar pa rahy forex to to ap ko cahyh k apek acahy tracher say learin kari us k bad he ap forex may entry larin learn karnay k bad ap forex say bohat earing kar sakty hain..
                • #9 Collapse

                  Dear forex trading main bhot se ayse log hai jo forex trading ko samjhy bagair karna start kar dety hain or hamesha loss karty rahty hain or forex ko bhi badnam karty hain or dusro ko bhi forex ka bare main nagtive opinion dety hain aysy logo ko forex ka bare main learning karni chahiya ya phir forex trading ka business chor kar kuch or karna chahiya.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    nahi bhai jaan may apki is baat say naamutafiq hun q kay menay aesay aesay loog bhi diakhe hen is forex field may jinho na 2 saaal loss hi uthaya hay uskay baad profit shru hougaya hay tou lehaza loss is part of this bussines loss aik hissa hay is kam ka tou zarrori nahi kay jo banda profit kerta hou tou woh forex kay leya best hay is field may jo bhi ata hay tou sub say phely usko loss ka samna kerna lazmi parta hay uskay baad hi wo apnay tareeqy say kuch profit kama sakta hay thanks
                    Dosto Agar Apko Meri Post Pasand Aaye To Thanks Par Click Kare Shukhrya

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X