Bina mehnat ke trading asan kam nai hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bina mehnat ke trading asan kam nai hai?
    Har cheez mehnat mangti hai shoq aur time mangti hai koi sochy ke bina kuch kite wo sb acha kar ke ga tu yeh impossible hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ny bilkol teak kha k hr kam maint or time mangta ha isitra forex trading bi aik aysa business ha jis ma bout zayda maint or time ki zrort Hoti ha is k sath sath bout zayda learning or experience ki zarort Hoti ha jin logo k pas ye sb ha or wo time dy k achi trading kr skta ha tu wo aik bout hi acha trader ban skta ha
    • #3 Collapse

      bohat acha sawal ha ager hum ak chees ko apna ke baat karta ha to per hum ko us chees ke leya hard work or full time dana ho ga ager hum us ko full time nhi data ha to per hum us chees ko kabi na payaa ga es leya forex ma ager hum ko achi trade karna ha to per hum ko full time ka sath sath hum ko mehnat be karni ho ge or inshallah mehnet ka paal hum ko mela ga...........
      • #4 Collapse

        Mehnat ka har aik business kam main shamil hona be had zarori hai warna tu pehle tu us ka maza nai ata dosara us ka koi khtar khwa faida bhi hasil nai ho pata. Time aur energy tu insan wesay bhi zaia karta hai agr thora si mehnat kar le tu us ka be intaha faida hasil ho skta hai jis ka aam insan tasawar bhi nai kar skta
        • #5 Collapse

          Assalam o Alikum g bilkul i agree with u k forex sirf himat valo ka kam ha kau k es may loss be ek dum hota ha aur profit be es leayh kamzoor dil vlay es business sy door he rahin un kleayh best ha aur sirf humat valay loog zay kam karin..
          • #6 Collapse

            Dear friends app sub ko btana chahta hon k forex trading ho ya koi b business ya koi b field ho success k lliay mehnat zarori hy without hardworking app kbi successful ni bin skty.
            • #7 Collapse

              Mehnat kiay baghair dunya ka koi kaam azaan nai hay or forex trading to to start karny sy pehlay he bahut knowledge samaitna parrta hay tub forex trading start hoti hay kiun k hum knowledge k baghair eik post bhi nai kr sakty or post karna lazim hy isliay mehnat mein azmat hay or mehnat sy he hum forex trading k forum sy apni muashiat ko behtar bana sakty hain.
              • #8 Collapse

                Me riaz bhai ki bat say agree kru ga. Daikhain dunai main koi bhi kaam ho ya karobar ho jb tak ap usko time nai dain gay ap us main kamyab nai ho sktay. Same forex bhi aisay he ic main bhi jb tak ap mehnat nai kro gay aur proper time nai do gay to apko achay results nai milain gay. Forex ko hmain ziyada say ziyada time dena ho ga ta k hum apnay leay achi earning forex say kr skain
                • #9 Collapse

                  Forex trading business k elwa ap koi bhi kaam kartay han tu jab tak us kaam mein mehnat aur hardwork nhi karain gay ap kaamyaab nhi ho saktay aur forex trading business mein bhi ap jab tak mehnat aur hardwork nhi kartay kaamyaab nhi ho saktay mehnat aur hardwork se forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar k ap kaamyaab trader ban saktay han mehnat aur hardwork zaroori hy forex trading business mein
                  • #10 Collapse

                    aslam o alikoum dear aap nay achi bat ke hai mahnat main azmat hai es laiy aap ke jo mahnat hai aap ko us ka sila milta hai es laiy aap apni mahnat per bharosa karain sb acha ho ga
                    • #11 Collapse

                      yes dear mn ap ki bt sey agree krta hn kih koi bhi kam ho kiahy forex bhi ku na ho hard working k lye wo kam difficult lagta hy or us mn koi bhi person hardworking k bina success nih hota is lye trader hazrat ko chahye k jazbaa mehnat or dil chaspi ly kr forex trading karen is sy wo achi earning kr saken gy ..............
                      • #12 Collapse

                        hna g ap ny thek kaha hy is mn jo bhe agar hum kam kar rahy hny tu humeny chayeh k hum is mn mehant nhn kary gy tu humeny is mn koi bhe faida nhn ho ga is lye humeny cahyeh k hum is mn zaida sy zzaida mehant kary jis sy humeny faida ho ga ...
                        • #13 Collapse

                          Yes sir success kay laiy mahnat karna zaroori hay and also forex trading main bohat zaida hardworking kay sath mahant karna ho gi becasue es ki proper learning and regular practice kay sath hi success hasal ho sakti hay
                          • #14 Collapse

                            Dosto agr ap aik trader hy or trading krty hy lkin ap os mhenat ni krty os ma agr ap ko profit ho gy hy to ye zroori ni k kl b profit hasal ho jy gy ho skta hy jitna aj ap ko profit hua kl os sy khe zyda ap ko loss ho jy es ly trading ma mhenat kry Jitni ho skti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              har kam main mehnat ki need hoty hai pata nai wo kon sa kam hai jis par mehnat ki need nai ho forex to aisay business hai yeh pehlay hamara time zaida mangta hai shuru main loss b karta hai agar hum sikh jay phir profit b daita hai forex aap k dushman ki tarah hai jang jeet gai paisa aap ka jang haar gai paisa forex ka

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X