MACD indicator ka jaiza
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD indicator ka jaiza
    MACD

    Moving average convergence divergence (MACD) indicator bahot zeyda hi popular technical indicator hay, MACD indicator indicator long term aur short term trading key ley powerful signals provide kar sakta hay
    MACD trend following momentum indicator be hay jes ka relation price moving average se hota hay
    Click image for larger version

Name:	No-one-indicator-can-ever-compose-sound-investment-logic-on-its-own-5.png
Views:	1
Size:	121.3 کلوبائٹ
ID:	12462006
    Long term trading karny key ley traders MACD 2 lines ka indicators use karty hey jes me market jab dramatically up move karta hay overbought point key bad normal level tak come back karny me 2 line MACD indicator zeyda helpful samja jata hay.
    Click image for larger version

Name:	No-one-indicator-can-ever-compose-sound-investment-logic-on-its-own-4.png
Views:	2
Size:	200.6 کلوبائٹ
ID:	12462007
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Zabardast brother AP ne bhot acha aor bri details see macd ke Barry men hamen batya Hy aor macd bhot hi acha top3 men aek indicater Hy jis oo use Kar ke trade men enter point finde Kia ja sakta Hy aor Jahan Tak bat Hy long term trade ki to maen is ke haq men lekin short term trade ke Barry men maen advise nai de sakta islie Mera jitna experience Hy to mere ye zati Ray Hy ke ling term trader bnayen khud ko is see apko bhot kuch earn Bui hoga aor bhot kuch sekhne ko bhi mile ga
    • #3 Collapse

      MACD ko chart mein lagaya jay to price k neechay nai window mein zahir hota hy is mein 2 mazeed indicator nazar atay hain eik to macd jo surkh or neeli lino mein hota hay eik dosray ko katty nazar atay hain dosra histogram jo sabz ufaqqi laino mein nazar a raha hay histogram zero level sy onper nechay hota hay onper ho to up trend zahir karta hay neechy ho to down trend.
      • #4 Collapse

        Re: MACD indicator ka jaiza

        g ha ap ne thik kaha hy MACD ke nichy mazeed indicatar nazar aty rehty hy jo laal or nili lenon me hoty hy or rahi baat tarad ki to me us k haq me hi nahi hun is me ap ka jitna tajurba hoga is se ap ko utna hi faida ho tajurbe k bager ap ko buhat nuqsaan ho ga lehaza ap tajurby k bager MACD ka jaiza na ly
        • #5 Collapse

          Re: MACD indicator ka jaiza

          hamy market ke movement ko samj akr kam karna ho ga pher he hum paisa kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be akt ka tiem table bana kar kam kar sakty hain hum is ma agar ager learning ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex paksita mai legal ban cuka hain yai kabe b e band na hony wala acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: MACD indicator ka jaiza

            indicator ko use kar k hi hum real main bi trade kar skaty hain aur market main enter hony say pahly is k bary main planing kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main bi ye boht hi best indicator hota hai so hamain is forum main bi enter hony say pahhly is k bary main bi trend ko use krna ho ga tba hi hum achi trade karny kkabil ho sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: MACD indicator ka jaiza

              hamy market ky up or down ko dekh kar is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni amrzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai usa or china or new yourk main aik unique or poakistan main aik legal business hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: MACD indicator ka jaiza

                ye ak boht hi best indicator hai market main indicator ko mange kar k hi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora kar skaty hain aur hamain is forum main part time main bi job ka rk hi hum achi trrade kar k hi hum trade karny main b ia sani ho saky gi aur hamain market main bi trade kar skaty hain

                اب آن لائن

                avatar Hooram
                avatar Aaadil
                avatar Health
                avatar Tar
                Working...
                X