trading krty huye agr kisi running trade py loss chal raha ho to koshish krein k usay close na krein agr to woh loss with in limit hy aur apky margin aur equity py ziyada asar andaaz nhi ho raha to phir aap close kr sakty hain lekin agr us ky close krny sey apka margin aur equity kafi kam ho jaany ka dar hy to ya to half lot ko close krein ya phir risk letey huye usay bilkul close na krein
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим