How to get out of loss and be in profit.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to get out of loss and be in profit.
    Agar aap lagatar loss main ja rahy hain ya phir aap loss zayda aur profit kam ho raha hay to aap ko apni trading par serious actions lena hon gay. Aur apni trading ko profitable bnaana hoga. Jis kay ly aap ko chand cheezin dekhna hon ge.

    ▪ First of all loss main hon to trading karna band kar dain aur jitna time bhe lagta hay pehly apni mistakes find karin.
    ▪ Mistakes ko hasil karny kay baad un ke wajha dhoondin kay kun ke.
    ▪ Jab wajha mil jaay to us ka solution aur counter plan tiyaar karin.
    ▪ Jab trading plan ban jaay to phir aap apna kaam phir se suru karin. Aur daily base pe account ka achy se mawazna karin.

    Agar ye thori c baatin aap kar lain gy to yakeenan aapko apni trading main achi khasi improvement nazar aay ge.

    What do you think?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar apko forex market main trade open kerny per loss hona shuru ho jata hai tou ap apni open trade ky against half lot size sy trade open ker lain jab loss wali trade profit main jaey tou isy profit main hi close ker ky loss wali trade ky against phir half lot size sy trade open ker lain aesa tab tak kerty rehain jab tak tamam trades profit main na chali jaey tou apka loss bhi recover ho jaey ga aur profit bhi hasil ho jaey ga
    • #3 Collapse

      Ap jab bhi kisi pair main trade open kerty hain tou achy analysis ky bahd trade open kerain lekin phir bhi agar apko open trade main loss hona start ho jata hai tou hedging kerna shuru ker dain aur loss ko recover kerny ki koshish kerain
      • #4 Collapse

        Bilkul maen apki bat see agree karta hon aor hamen apni mistake ko finde katna chair aor dobara wo mistake nai katni aor na loss men koi trade lagani chaie his see ham money management na Kar saken Islie hamen apna money management achi banana hoge
        • #5 Collapse

          yes brother boht achi baat share ki hai mera mashwara hai aap seb se pehlay forex ki achi tarah study karnay forex ko samjhnay ki koshsh kare sath main demo par practice b jari rakhe jab aap real account par aao to seb se choty lot use kar k practice kare practice k doran profit ki tarf nai daikhna shuru main shuru main loss ki tarf daikhna hai loss main jo galtian nazar aa rahi hai usay khatam karna hai loss ko boht kam karnay ki koshash karna hai phir aap ko profit b khud hi banta nazar aay ga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            yes brother you are right ap ne boht achi bat btai hai or jo banda apni mistakes se nhi sekhy ga wo kabi bhi kamyabi se hamkinar nhi hoga es lye jab ham work start karty hain to ham ko aksar loss ka samna karna parta hai or loss ki waja se hamara mind kharab ho jata hai or ham ghalti py ghalti karty jaty hain mgr hamain chahye k ham trading rok kar apni mistakes find karain or unko hal dhondein phir trading start karain ta k ap ko dubara loss na ho

            اب آن لائن

            Working...
            X