kia forex sekhna asan hai sub k lia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex sekhna asan hai sub k lia
    salam dosto,
    sawal ye hai k kia forex sekhna asan hai sub k lia ???
    es k lia me ye batadun k her kise k lia forex sekhna asaan ni hota hai es k lia hume bht he zada sabar rakhna parta hai q k forex me kameyabi milne me kafi time lagta hai or es k lia hume apne ander kafi zada change krna parta hai jese k hume apne emotions par kabu rakhna parta hai or josh or jazbay ko khatam krna parta hai take humare ander sabar ajaye or phir proper training krnti hoti hai practice bhi to jab he ja kr hum kafi time bad kameyab hoskte hain .
    ap sub kia kehte hain es k baray me dosto reply kr k bataye shukreya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading ko learn kerna bahot easy hai agar ap sirf trading kerna chahty hain tou ap sell aur buy trade open kerna aur close kerna learn ker ky trading continue ker sakty hain but earning hasil kerny ky liay apko bahot zyada knowledge hasil kerna perta hai jo zara mushkil kam hai
    • #3 Collapse

      g brother forex trading main kam karna asan to hy magar ap as main thori ziada mahnat kar k as ko achy sy sekh klain to ziada bahter hy wasy to agar ap ko sel aur buy karna ata ho to ap trading kar sakty ho
      • #4 Collapse

        Forex trading ko learn kerna itna hi mushkil kam hai jitna forex trading sy profit hasil kerna mujhy forex trading kerty huey near about 2 saal ho rehy hain lekin kei aesy indicators hain jin ka pata hi nehi hai lekin jesy jesy time chal raha hai forex trading ky sath sath learning bhi continue hai
        • #5 Collapse

          hna g is k lye assan hy jo is ko tawajh sy karta hy is k lye boht assan hoti hy os ko future mn boht zaida faida bhe deti hy is lye humeny chayeh k ap os mn tawajh sy kam karey or is mn jo bhe kam ho is ko tawjah sy sakhe tu wo humery lye assan hy ...
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex ka knowledge lana ha to per hum ko demo account pa praticies karna ho ga laken ager hum demo account pa praticies nhi karta ha to per hum ko experience nhi ho ga ager hum ko experience nhi ho ta to hum ko loss hoge es leya forex ko learn karna ka leya i think demo account is better.............
            • #7 Collapse

              Dear forex trading aik asan business nahi hai or na hi itna mushkil hai.Forex trading un logo ka liya bhot mushkil hai jo forex ko without learning start karty hain or hamesha loss uthaty hain.Iss liya forex trading ko hamesha samjh kar start karna chahiya.
              • #8 Collapse

                Assalam o Alikum jis tara ap ko dunya ke kesee be field may kamyab honay k leayh ek tracher ke zarorat hoti ha esi tara ap ko forex may be ek teacher ke zarorat hoti ha bhair kesee teacher k ap kabi be kuch nahe seekh sakty.
                • #9 Collapse

                  Assalamualaikum g Bhai jahan Tak apka question hai keh forex asaan hai ya ni to me yeh batata chlo keh forex trading asaan ni hai bahot mushkil Kam hai aur Han tub Tak mushkil hai jub Tak AP mukamal Tor AP seekhty ni Han aur full training hasil ni karty aur Jo learn kar jata hai us ka Lia asaan hai ..dunia me asa koi Kam ni hai jo asaan ho mushkil zarur hota hai but impossible ni hai...ham NY us Kam ko asaan banana hai through training aur experience Sa...
                  • #10 Collapse

                    Forex trading ke learning karna bohot he asan nai hai aur trader ko iss ke liye kafi time daina hota hai aur kafi ziada mehnat kay baad he iss ke learning hoti hai.
                    phir iss kay baad b masla rehta hai kion ke forex trading mai kamyabi kay liye learning he kafi nai hai balkay emotion per control , right time per achi decision making aur baqi trading skill b kamyabi kay liye zaroori hain.
                    • #11 Collapse

                      asslam o alaikum g bhai jaan mn ao ki bat s agree kerta hn kih forex aik asan tareeqa h lakin un k liye h jo senior trader hotey hn q kih wo market ko samjh saktey h or forex new trader k liye thora sa mushkil h q kih her kam shuruaat mn mushkil lagta h or ahista ahista jb admi us ki gehrai mn challa jata h to wo nus k liye aik asan bn jata h
                      • #12 Collapse

                        slaam to all forum members...muga forex atni mushkial nahi lagi shro shro main kush problems hoi thin kush mistakes thi jo mahi continue kr raha tha phir ahsta ahsta mah un par qabo pata gyia phir muga indicators ka use krna a gyia phir market trend ka pata krna ayia ur sab sa akhir mah sbhr ur thmal ka sath trading krna a gye in steps ka bad trading bikul bhe muskil nahi lagi..
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                          Forex trading ko learn kerna itna hi mushkil kam hai jitna forex trading sy profit hasil kerna mujhy forex trading kerty huey near about 2 saal ho rehy hain lekin kei aesy indicators hain jin ka pata hi nehi hai lekin jesy jesy time chal raha hai forex trading ky sath sath learning bhi continue hai
                          bhai ap teek kh rhy hain time k sath sath ap trading ka trjba brta jata hy. mtlb Forex trading k duran hm apni hi ghaltion sy bhut kuch seekhty hain. Whi hamri training ho rhi hoti hy jo k lazawal hy.......
                          • #14 Collapse

                            Assalam o alikum dear friend koi bhi kam ho kaena asan nhe hota. or har banda har kam nhe kar sakta mera ye mabln'na hy k forex bhi itna asan nhe hy jatna ham sajmty hn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              boht achi information share ki forex ka jaldi sikhna jana ya phir na sikha jana trader par depend karta hai us main kitny himat ho jazba hota hai kuch log majboor b hote hai un ka koi or zaria nai hota paisay kamanay ka mera mashwara hai pehlay aisa kam tyar kare jis se aap asani se paisay kama kar apna kharcha utha sake or invest kar sake agar aap k uper aap ka ghar walo ka hath hai matlab aap ko khana asani se mil raha hai phir b aap sabar se forex ko sikhnay ki koshash kare kamyab Allah k hath main hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X