Is being addicted to forex a good thing
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is being addicted to forex a good thing
    "i feel that i'm a Forex addict as when i lose i want more to trade and overcome this loss with profit , and in a lot of times i open more than trade in one time when i see more than one chance , i don't think that is a good thing , it is good only to make you related to Forex forever and will never think on leaving it"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bro Addict hona tou Thek hai magar is Say behtar hai k aap crazy ho ;) forex merey liye Tou Buhaat zyada intresting hai Even ye mera life Time buisness hai but main aab buhat soch Samajh Kar Trading Kartaa hon,meri Koshish hoti hai K main har wednesday ko Ek Trade lagaon jis Main say Eek haftay k munafay ka Target pora Kar K Demo par Practice Karta Rahoun..Forex main Patience ki bari ehmiyat hai..yahan forum Par kisi nay Crocodile wali stretegy k baray Main batayaa huyaa thaa he or She Was right,Crocodile ko Dekhain K wo kaisay Moun khol kar letaaa Rehtaa hai jab shikar mukamal Grip main aa jataa hai tab Apnay jawa Kas Detaa hai,Agar Wo sabar na karay or pagloun Ki Tarah ghomta phirta Rahay Tou Thak jaye Ga or jaldi retire ho jaye Gaa,is liye main nay tou jab Say crocodile ko thora Sa parhaa hai mujhe us K shikar ki Techniques ko Forex Trading Main Apply Karnay Main Buhaat maza Ataa hai.
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      forex trading bht acha kam ha aor is mai aisa kam krna hota ha jo profit ki trf lay jata ha aor is main kabhi aisa work na krain jo loss ki trf jata ho to good profit good learing sy hota ha
      • #4 Collapse

        s ma sb sa ahm cheez hi experience hota ha jis ka experience jitna acha hoga utna zaida wo teez ho ga forex ma or zaida sa zaida profit hasil kar saky ga.koi banda ya bandi forex py trading kar raha hai vo is baat ko samty hain lykin new log is baat ko nahi samjty k loss bho bussiness k hi ek hisa hai yeh zorrori nahi k har bar hi loss ho.
        • #5 Collapse

          jee han dear main apki bat say mutafiq hun kay forex kay liye aik net ka connection he lena parta hai jo kay net working kay liye zarori hota hai is liye forex per tuo ap easily kaam kar sakty hein .kiyun kay is per sirf account he bnana hota hai or ap kaam start kar sakty hein .
          • #6 Collapse

            forex trading very good aor is mai aisa kam krna hota ha jo profit ki trf lay jata ha aor is main kabhi aisa work na krain jo loss ki trf jata ho to good profit good learing sy hota ha
            • #7 Collapse

              forex may loss arur hay lakin loss se zyada profit be hotey hay agar ham loss kar be jatey hay to un ke adhey ho gatey hay aur waqt guzarney ke sath sath loss kam hota jaye ga haaaa thanks
              • #8 Collapse

                aslamo alali,kumbhai forex tarding ai buhat acha wok hay jo ap k life style ko acha bana sakta hay par iss k liay learn karna buhat zarori hay k ap ko profit ho aur learning sirf time spend aur perectice say hi ati hay
                 
                • #9 Collapse

                  asslamo alaikum bhai jan yai tu ap par deppen d karta hay agar tu ap aik profeccinol trader ho tu ap ko koi autr kam passand he nahi aay ga q k yai tu aik nasha hhhhay jo karta hay karta hi chala jata hay
                   
                  • #10 Collapse

                    Is the pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap is my agar work karty ho to ap is my bhot achy
                    • #11 Collapse

                      agra kisi bhi trader ko is business mi loss ho jay tu better yehi ha ke in next new planing ke sath tarding ki jay na ke ye ho apna loss cover kerny ke ly ziyada lots ki trading start ki jay jis ka loss ye ho ga ke wining ke bajat ziyada loss hony ka kadsha increase ho jata ha.
                      • #12 Collapse

                        g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading business men kam krny ky kuch rules hen aik rule ye hy ky ap multiple pairs pr trade na kren agr ap multiple pairs pr trade krne gy to ap ky liy un ko manage krna boht muskil ho jay ga or loss ho ga
                        • #13 Collapse

                          Assalam-O-Alaikum ap sahi kah rahey hen kay jab hum aik trade open kartey hen aur humari wo trade loss me jana shuro ho jati hay to pher hum jald say jald wo loss pora karney kay liye apni lots ko zyada karna shuro kar datey hen jo kay big loss ka sabab bn jati hay.
                          • #14 Collapse

                            forex mai humay good profit hamesha say he good practice and mehnat ki base per he hosakta hai bhot say loag forex trading mai pehle shuru mai apni learning and knowledge forex k hawale say gain karte hai and then us k baad he trading karte hai is say humara profit acha gain hota hai and loss b kam say kam hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Sir ap log theek kah rahay hain is may koi shaq nahi hai is may boahtat say log addicted ho chukay hain her kisi ko bohat say ghlat baatain bataai jati hain jis say wo log phans jatay hian ro loss ki sorat may wo bhat jatay hain ye theek nahi hai main bahi asisay hi phansa hoon

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X