Control Emotion is easy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    yeh bohat muhskil han pr agr ham ny aisa krlia to ham is man kabi bi loss nai kary gay or ham ko is man profit hi profit hoga or ham kabi bi nuqsan nai kary gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      jee bilkul insan ka forex mai apne emotions control karna boht mushkil hai lekin insan ko forex mai apne emotions control mai rakhne parhtey hain or apne damagh se kaam lena parhta hai jo insan apne emotions mai agaya to wo insan ke loss ki taraf os ko le jata hai iss liye zarori hai ke insan apne emotions ko control mai rakhey.
      • #153 Collapse

        a.a.a g bilkul ye bt thek ha k humy forex ka kam kry waqtapny emotionz pay control krna chaye bcz hum apny emotion pay control kr k e kamiyab ho skty hain or ye bht acha busness ha relax ho k kam kro............thanx alooooot
        • #154 Collapse

          Assalam o alaikum g. G bhai g aap ki bat theek ha agr to ek acha treder banana ha to sab say pehly ye zaroori ha k wo apny emootion pako apny kaboo ma rakhy agr wo nai rakhy ga to wo losst ki bbina par flop ho jay ga
          • #155 Collapse

            Sab sy acha business ha mgr learning is me zrori ha tab ja k ham is me profit hasil kr skty Hein emotions ko cantrol krna bahut zrori ha treading k Doran jazbat sy ni hosh hawas sy kam Lena chaiye
            • #156 Collapse

              forex main hamain apnay emotion ko control karna zaroori hai.agar ham control nahin karin gai and market say badla lainay ki try karin gain tu hamin hi loss hjo ga.market ko koi faraq nahin paray ga.
              • #157 Collapse

                Emotions ko control karna really mushkil hota hy. Jab insan loss karta hy to woh emotional ho jata hy aur ghaltian karta hy. Aap ka chaheyeh keh kam say kam investment karain aur stop loss ka use karain takeh aap ki investment ziada zaya na ho jaye, aur yoon aap key emotions bhi control main rahain gey.
                • #158 Collapse

                  bhai jee app sahi kah rahay ho emotion per control karna easy nahi hai lakin agar app fore mein apnay emotion per control nahi kartay app ko loss hoga is se bachna chahyia
                   
                  • #159 Collapse

                    welll emotions ko contorl karna easy nahi ha is kaliay ap ko mentally tour pay bohat hi strong hona parta ha but is never easy job
                    • #160 Collapse

                      controlling emotions in forex trading is not very easy my dear friend kiunk forex trading mein jab ap ko loss ya profit hota hae to admi ka aggressive ho jana ya phir excited ho jana bara hi natural amal hae.
                      • #161 Collapse

                        dear ap ne bahut acha question kia hy Control Emotion is easy wo is lie ke agar ap forex pe trading karte hain to ap ko agar loss ho jata hy to ap ko apne emotions ko control kar ke trading karni chahye
                        • #162 Collapse

                          main yahan new hoon aur merey khayal sey forex main wohi insan kamyab hota hay jo emotions ko control kar jata hay kiun kay phir insan greedy nahi rehta is liye hamain sub sey pehle apne emotions ko control karna seekhna chahiye
                          • #163 Collapse

                            Forex does have a concept of diversity and exactly the same as real.. big business that we will pursue the definitive obstacle we face is great .. no it is not balanced in this world
                            • #164 Collapse

                              trading mein emotion ku control mein rkhna hota he aur jb tk trader emotion se pak hu kr kam nhe kre ga tu wuh apne trading mein success nhe leta he aur jb trader fresh mind hu kr kam krta he tu wuh success pata he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                dear emotion control karna mushkil hota hai mere point of view se q k bot sy skilled trader ur old traders b bot dfa emotions k hatho loss kar bathtay hai khas kar our confidence ur greed ko control karna mushkil hota hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X