Control Emotion is easy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    g bilkul sahe hum ap ki bat se agree karty hai emotions ma kiye gy fasly humain loss ki trf ly jaty hai lakin insan apni ghaltion se buhat kuch seekhta hai trading ka kaam ma humain buhat ihtait karni hoti hai harwaqt market pe nazar zarori hoti hai or emotions ko control karna zarori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      bhai filhal to main forex main new hun mjhe es ka koi idea nai hain par mare kheyal main agra hum apny emotions control kar lein to hum zarurar kamyab hun gay aur acha earn bhi kar sakein gay forex best online business hai
      • #78 Collapse

        bhai mai mai is bary mai yahi kaho ga k kabhi humy loss hota hai tu humare emotion control nai hoty hain kyu k umy loss ho jata hai aur hum sochty hain k itne mehnat ki aur loss ho gey abhai agar hum dehan sai kam karty tu humy loss nai hota aur humy chahye k hum himat na hary aur apne emotion control kary
        • #79 Collapse

          control on emotion easy nahi hain balky hard hai ese liye hamy chahiye kai ham forex trading mai apny emotion ko contril kary taky hamy loss na ho jai aor patience say kaam kary
          • #80 Collapse

            mere bahi aap forex main trading karain gay tu aap forex main apnay emotions ko nahi rok saktay hain han ager koi aisa karta hai tu osay bahut ziyada experience hota hai aur osay hasil karnay k liye aap ko bahut bardasht karna hoga
            • #81 Collapse

              gee nhai janab trading ke wakat apne emotions ko control karna bohat mushkil hai or is ke lie hame bohat mehnat karna hoti hai or apne lalach ko khatam karna hota hai
              • #82 Collapse

                emotions per qaboo rakhen me he kamyabi hoti hai aap emotional hon ge to aap loss he loss uthate rahen ge is lye aap kabhi bhi emotional ho kar trading na karen isi me kamyabi hai .
                • #83 Collapse

                  jee han Bhai jan forex trading me jab hume loss hota ha to hum apne emotions per control nai kar pate or hum emotional ho jate ha
                  • #84 Collapse

                    je han aksar aisa hota hai jese hi aap ko loss hota hai aap aik aur trade shuru kr detay hain baghair sochay samjhay to yaqeenan aap ko loss hota hai so apne emotions ko control main rakhain
                    • #85 Collapse

                      baki logo ya traders ka mujhe nahi pata mger main controlls and emotion free ho k kaam kerta hun qk mujhe pata hai k mrkt reverse zror hogi
                      • #86 Collapse

                        ji mere bhi ap ki bat teek ha hume chye k hum forex par apny emotion ko control ma rakhen q k hume forexd par trading kr k bhot sa loss hota ha is liye hume chaye k hum forex par proper trainng karn or apny emotion ko control ma rakhen
                        • #87 Collapse

                          bilkul mere bhai ap ke bat theek hy ager trader apne jazbat ko control kar ln tu wo kamyabi ke pehle sheri char jate hn qn ke forex mn ye bahot zaroori cheez hy ur bether hoga market news daik k trading karo news ho tu karo warna nhi
                          • #88 Collapse

                            bhai jaan apne baat to bhot he ache kahe hai per mai samjta hu humay forex per emotional control karna itna asan nhe hota hai jitna hum samjte hai
                            • #89 Collapse

                              yes dear u r right loss ho jaye to apni emotions ko control karna bohat mushkil ho jata hai or hum apni himat haar jate hain or humain bara dukh hota hai........
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                emotions ko control karna is difficult q k agar aik dafa himat toot jaye to dobara himat barane mai bohat time lagta hai but apna dill chota bhi nahi karna chahiye or mehnat karni chahiye ta k humain phir kabhi dubara iss door se na guzarna pare..........
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X