Control Emotion is easy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Emotional ko control krna asan nahi hota aur jo log habitual emotional hon, unhain kafi mehnat sey is habit sey jan chhurani hoti hy. Meray nazdeek to yehi solution hy keh aap aik target set kr key trading krain takeh aap ko bar bar decision na lena parey. Is tarah aap key emotions control main aa saktey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      humean apni mistakes say learn kerna ho ga our pher he hum apny emotions ko control ker sagain gay mera factor greed hy jab tak main uusay control nehe kerta tab tak emotions ko control nahe ker sagty hoon
      • #273 Collapse

        Gee mery bhai emotion ko control krba bohat zada muskil hai. Likan ap es ko control kr sakty hai. Emotional ko control krnay ky lye market mai planning say kam kray gy tou he ap emotion ko control kr salty hai.
        • #274 Collapse

          janab emotions pe control rakhna itnaa easy nahin hae kynk hum jab bhi iss business main loss ya profit ka shikaar hotay hain tou hamaray emotions lazmi bech main atay hain.. lekin main yeh kahngi k hum jab bhi trading karen tou hamen emotions ko side pe rakh k kaam karna chahyie
          • #275 Collapse

            forex mn emotion lo control krna ek mushkil kam hy qun k yah ap jb real amount invest krte han to apk emotional ho jate hn isly bht zeada practic krne ki zarort hoti hy aur kisi achy teacher se skhna bi chae
            • #276 Collapse

              jab hum trade karty hain to humain learning kar kay kam karna ho ga ta kay humain market main achi earning hasil ho skay sabar kar kay trade main kam karna ho ga k loss km ho
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #277 Collapse

                emotional bande ke lye better yahi hota hai ke woh forex me business man ki tarha kaam kare emotions ko khatam kar ke apne andar confidence peda kare takey losses recover karne me mushkilaat nahi pesh ayen or apne account size ko woh increase kar sake .
                • #278 Collapse

                  Agar tou ap forex market main open trade ker rehy hain then apko emotions ka koi effect nehi hota emotional sirf aesy traders hoty hain jo scalping kerty hain but agar scalping main bhi stop loss aur take profit select ker ky kuch dair ky liay apna PC close ker dety hain tou ap scalping main bhi emotional ko control ker sakty hain
                  • #279 Collapse

                    jab b hum kam karty hain to emotions ko kabo kar kay achy say kam karna ho ga humain greedy nai hoga humain practice kar kay achy say kam karna ho ga market main loss km ho
                    • #280 Collapse

                      no dear emotions per control kerna asaan kam nahi hai mager ap ko is per control kerna zroori hai pher hi ja ker ap ko mager is men control kerna ho ga pher hi ja ker ap sahi terhan se trading ker sktain gay
                      • #281 Collapse

                        Yes dear ye business bohat risky business ha hume is ma apne emotional ko control krna chaiye ye hamre liye important ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                        • #282 Collapse

                          agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay so humay chahiey keh esmain dil lga kar focus karen ye acha business hay humay mehnat karni chahiey es bary main
                          • #283 Collapse

                            g han hamain apny trade karny k liye apny emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k loss kam ho skay aur experience ho ga tab hi hum market main profit hasil kar skaty hain aur plane kar k earn karein gay
                            • #284 Collapse

                              koi bi kam asan ya mushkil nai hota hai so hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur profit ho saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Forex trading main jazbati log apna nuqsan krty hain ap agar forex trading main trading k doran aaram aur sabar sy faisla kr k trade lagao gy to apko kafi ziada profit ho ga agar ap socho k bas aj hi main ny hazaro dollar kmany hain to iska mstlab ho ga k ap apny pao p khud kulhari mar rahy ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X