Slow and small profit is better then high risk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow and small profit is better then high risk
    Hamen trading mn agar kamyab hona hai to apni trading men planning krna bahot hi zaruri hai jab tak ham planning ni lren ge usa waqt tak ham kamyab ni ho sakte hain ham trading men agar apne targets ko chota rakhte huye apni trades ko run kren ge to ham bahot sa profit bhi bna len ge aur hamara account bhi Mahfouz rhe ga lekin jab ham aik hi baar men profit bnana chahen ge to ham apna sara capital loss bhi kr kr sa hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul hamko bilkul bhe shor cuts main nahe jana chahey just simple rules ko follow karna chahey aur un rules ko apni daily trading ka hisa bnaana chahey agar ham es tarha sakoon aur sabar wali trading karin gy bina lalach kay baghair to hamain acha profit bhe hoga aur acha experience bhe hasil hoga jo aagy mazeed hm ko behtri ke taraf ly jay ga.
    • #3 Collapse

      G bhai hamen kam profit acha hai trading high risk my k trade krny sy q k jb ham ziada profit k chakar mn ain gy tu loss k chance bhe barh jaty hain as liay slow trading profit bahtr hai high risk sy
      • #4 Collapse

        Dear apne sahi kaha ka humain slow slow and small risk hi lena chahiya taky big loss se bacha ja sakhy.Forex trading main high risk lena ka matalb hai apne account ko washed karwana hai.
        • #5 Collapse

          High level ki trade karny sy bahter hy k hum kam monafa kamain aur ahasta sy kamain as main hamari bahtri hy agar hum high level ki trade lagain aur os main loss ho gay to yeh hamary liye noksan ki bat hy aur hamara bara loss hoga as leye bahter hy k hum choti trade kar k chota resk lain
          • #6 Collapse

            G sir bilkul apne bilkul sahi kaha hy or me bilkul apki bat se agree krta hun kun k agr hum ziada risk len gy or lot size bara rakh k trade kren gy to phr agr hamari trade agr loss me chali jati hy to phr hamara account wash hony k ziada chancess hoty han lakin agr hum lot size kam rakhen to phr hamara account save rehts hy
            • #7 Collapse

              humey bilkul bhe shor cuts main nahe jana chahey just simple rules ko follow karna chahey aur un rules ko apni daily trading ka hisa bnaana chahey agar ham es tarha sakoon apnii trading men planning krna bahot hi zaruri hai jab tak ham planning ni lren ge usa waqt tak ham kamyab ni ho sakte hain h
              • #8 Collapse

                G forex trading business mein hum tab hi kaamyaab ho saktay han jab hum aik planning se aur achi planning se trading karain gay kiok achi planning kar k hi ap profit earn kar saktay han aur is k liye new trader ko ziada Short term trading hi karni cahaiye aik hi trade mein ziada profit earn Karne ki koshish nhi karni cahaiye
                • #9 Collapse

                  apne bilkul sahi kaha hy or me bilkul apki bat se agree krta hun kun k agr hum ziada risk len gy or lot size bara rakh k trade kren gy to phr agr hamari trade agr loss me chali jati hy bilkul bhe shor cuts main nahe jana chahey just simple rules ko follow karna chahey rules ko apni daily trading ka hisa bnaana chahey agar ham es tarha sakoon
                  • #10 Collapse

                    Ap nay bil kul 16 anay thek kaha ha agr forex trading main kamyabi chaheay to to apnay tragets ko small rakh k hmain trading krni pray gi so jb tak hum ic formulay pay amal nai krain gay forex main kamyabi thori mushkil ha. Jb ziyada profit k chakar main partay hain to aksar bri trade lganay ki vja say saray ka sara capital loss main chala jata ha so meray khayal main small target bahut zbrdast chez ha ic say account bhi safe rehta ha aur trading main acha experience bhi hasil hota ha.
                    • #11 Collapse

                      jee maskeen khan apne sahe kaha hai k hum agar apne targets ko chota rakhte hain to wo hum slow slow kr k acha profit bana skte hain dekhen for example agar hum daily ka apna bus 5$ ka profit ka target rakhte hain to wo asaani se hum hasil kr skte hain or agar maths k hesab se dekha jaye to 5 multiply by 22 days to hume total 1 month k end me 110$ bana lengay aram se or phir hum ahista ahista 1$ her mahenay ka barhate jaye to hum profit barha bana skte hain.
                      • #12 Collapse

                        slaam to all forum members...bilkul ya policy best ha slow slow ur small small profit wali isa krna sa risk bhe kam hota ha ur app ka account bhe safe rhta ha app na lalch bhe khtam ho jta ha app main iyk thmal mzagi a jati ha app jitna sbr kro ka utna he lalch sa bacho ga yahi app ko sab sa bari kamyabi ban jye ge app small lot lagio ur small small profit gain krta jio ya kafi ha.
                        • #13 Collapse

                          hna g ap ny thek kaha hy jo bnda bhe agar jitna zaida high level ki trade karta hy is ko is mean boht zaida loss aye ga is lye is mn sakoon ki or sb sy low level ki trade lagni chayeh is mn yeh humera faida ho ga is lye humeny is mn lalch bhe nhn kaarey ...
                          • #14 Collapse

                            Dear friend ap nay bilkul sahi kaha h. hmain forex main kamyaab trader ban ny k liay daily basis ke bunyaad par chootay chootay trade lgany chahiay. is say ham bhut ziada profit haasil kar saktay hain. agar ham aik he baar main ameer ban nay ke khwahish main bari trades lgaty hain to hamain bhut ziada loss a sakta h ya phir hamara account bhe wash ho sakta h. is liay hmain laalach nhe karni chahiay aor chootay chootay trade lga kar jo profit haasil ho usay istmaal karna chahiay...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bohat acha sawal ha ager hum small amount sa profit hasail karta ha to per hum ko experience be zeyada ho ta ha or hum ko achi profit be ho te ha es leya hum ko slow and steady win the money karna ho ge warna hum ko loss ho sakte ha ager hum big risk ma haat dalta ha ...............

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X