musalsal loss ki waja in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    musalsal loss ki waja in forex
    dear friends me ap ko aik bat btana chata hon k agr ap ko musalsal loss ho rha hai to ap ne kabi socha q nhi k ap kon c mistakes kar rahy ho or apni strategy q nhi change karty ap ko chahye k ap apni mistakes ko note karna or un se sekhna sekho phir he ap experienced or expert ban sakty ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai g waisy to musalsal loss ki kafi sari reasons hain lekin ziada tr yehi dekha gia hy k jin logon ka knowledge, experience, planning aur strategy in mein sey koi bhi cheez weak hoti hy wohi log musalsal loss ka shikar hoty hain aur aisy traders ko mera yehi mashwara hy k pehly in tamaam factors py tawajah dein aur phir trading krein
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: dawoodyaseen1 پيغام ديکھيے
      dear friends me ap ko aik bat btana chata hon k agr ap ko musalsal loss ho rha hai to ap ne kabi socha q nhi k ap kon c mistakes kar rahy ho or apni strategy q nhi change karty ap ko chahye k ap apni mistakes ko note karna or un se sekhna sekho phir he ap experienced or expert ban sakty ho
      Forex trading Mein traders ki musalsal loss ki wajah ho sakti hai K traders update karte hain toh usse Pehle market trend ko watch nahi karte aur nahi trading start karne se pehle market ke baare mein or trading ke baare me knowledge Lete Hain
      • #4 Collapse

        G haan jb musalsal loss ho raha ho to hmain chaheay k further trading pay amount zaya krnay ki bjaye apni mistakes ko talash kr k unki correction krni chaheay aur apni ghalti ka gal nikala jaye so meray khayal main musalsal loss ki surat main seniors say mashwra bhi krna chaeay aur apnay end pay aik dfa leay gaye actions ko repeat kea jaye. Achi trading krny k leay jazbati agr nahe hon gay to umed ha ap ko lgataar loss nai ho ga.
        • #5 Collapse

          je han bilkul dekhen musalsal loss hone ki waja mere nazdeek to yahe hai k humne jo apni trading stragety banai hai wo bilkul kharab hai means wo useless kisam ki stragety hoti hai jis se hum faiday ki jaga musalsal nuksan utha rhe hote hain to asi stragety kis kaam ki humare es lia hume chahe k hum apniu stragety change kren or apna trading style bhi badlain hum.
          • #6 Collapse

            bhai jaan jis ko lagatar loss ata hy is ki sb sy bari wajah is ko kam expernice or is mn kam knowledge or juld bazi hy jis ki wajh sy lagatr los ata hy is mn jo bnda agar lalach karey ga is ko bhe lagatar is ko loss ata hy is lye humeny in sb cheezno per focus karna hy
            • #7 Collapse

              Re: musalsal loss ki waja in forex

              forex trading business mein agr musalsal ho raha hy tu hum ko dekhna cahaiye k loss kis waja se ho raha hy kiok loss jab bhi hota hy kise mistake se hota hy hum ko is mistake ko cover karna cahaiye aur apni planning ko change karna cahaiye aur apni strategy ko change karna cahaiye is traha loss se bach saktay han
              • #8 Collapse

                Re: musalsal loss ki waja in forex

                forex mai jab hum aik galti ko bar bar karty hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: musalsal loss ki waja in forex

                  g haan bhai jaan ham ko as main moslsl as liy hi loss hota hai qk ham ko as main mistakes zyada kryte hai as liy ham ko as main loss hota hai aor ham as main greed bhi karte hai aiik ye bhi waja hai ghamko greed bhi nahi kartna chhiy hai
                  • #10 Collapse

                    Re: musalsal loss ki waja in forex

                    Bhai jan apko agar is mein bar bar loss hota hain to apko is mein himat nahi harni chahye apko is mein zada mehnat karni chahye aur is mein apko zada kam karna chhaye tab ja kar apka is mein bonus zada aaye ga to apko is mein zada earn kar sakte haiun ye aik best online site hain jis mein ap zada earn kar skate hauin apko is mein zada greed nahi karna chahye tab ja kar ap is mein earn kar sakte hai
                    • #11 Collapse

                      Re: musalsal loss ki waja in forex

                      Dears members forex trading aik bohat braa busness hai aur muslsal loss apni mistake hi hoti hai 1st# big mistake ya hau k trend ko daikh ker bhi ualti trade dalna jo bohat big galti hai es say loss bhi zida hota hai aur 2nd# mistake stop loss na lagna hai jis say loss bohat hota hai koi bhi trade open ker k kuch point chor ker stop loss and take proofit lagna chahey.
                      • #12 Collapse

                        Re: musalsal loss ki waja in forex

                        Boss Agar Hame trading mein musalsal loss hota hai tu Hume Ye dekhna Hota Hai KR Market ki condition kya hai agar market Masjid Hamare Haath Mein Nahi Jati Soham apni tradeco last mein close kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: musalsal loss ki waja in forex

                          .musalsal loss bar bar ki jane wali galtion ki wajha se hota he bagair planning k trading krna bhi ek bara sabab he loss ka loss hone k baad apni strategy change na krna us currecy ya metal pr yrading krna jis main hum ecpert na hoon
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: musalsal loss ki waja in forex

                            .musalsal loss bar bar ki jane wali galtion ki wajha se hota he bagair planning k trading krna bhi ek bara sabab he loss ka loss hone k baad apni strategy change na krna us currecy ya metal pr yrading krna jis main hum expert na hoon
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: musalsal loss ki waja in forex

                              forex aik risky business hain hamy is main experience or knowledge ky sath is main kam karna chahey jab ham is main jald bazi main apni gaktio ko ignore kar ky market ky rules ko follow kiye bager is main kam kahain to hamy is main loss ho jata hain hamy apni galtio ko avoid kar ky is main kam karna chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X