Waqat aur halat ke mutabiq apni trading strategy change karte rahein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Waqat aur halat ke mutabiq apni trading strategy change karte rahein?
    Forex main baz aisay log bhi hein jo aik bar aik strategy bna lety hein tu hamesha usi ko hi follow karte rahty hein aisa karna bahat khternak hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading me technique ko use karny se hi trading ka acha result hasil ho sakta hay, kesi 1 trading strategy ko use karna be traders ko loss de sakta hay, market ki condition aur market trend direction ko mad e nazar rak kar trading ki strategy ko change karna traders ki quality ho sakti hay, forex business mind game hay agar mind ko behtar tareeqy se trading me use kia jaye to es me koi shak nahi key traders es business me kamyabi na mily.
    • #3 Collapse

      Dear friends app ny billkull theek kaha forex trading main halaat change hoty rehty hain successful trader wohee hota hy jo halaat and time and account balance k hisab sy trading strategy change kerta rehta hy.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
        Forex main baz aisay log bhi hein jo aik bar aik strategy bna lety hein tu hamesha usi ko hi follow karte rahty hein aisa karna bahat khternak hai
        G bhai aapne bilkul theek Kaha Hamid reading karte huye Apne planning of strategy change karte rehna chahiye Agar Hum Ek Hai strategy or planning pair trading Karenge toh hum profit nahi bana Na Sakenge isliye consistent profit banane ke liye Apne trading style change karta Nahin chahiye
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Dear forex main waqt or halat ka sath work karna chahiya.Apko hamesha ek hi planning ka sath trading nahi karni chahiya.Balky market ka trend ko samjh ka planning ka sath chalna chahiya.
          • #6 Collapse

            ji bilkul apki bt se m agree krta hun k waqt k sath aur markit ki movement k sath hmen apni stretgy change krni chahye.keun k agr hm aik he stretgy pe chlty rhen ge to loss hoga jb ham markit trend p analysis kren ge ger usky bad apni stretgy put kren ge to hmen loss ki bjye profit hoga.
            • #7 Collapse

              yes of course Hameed chahiye Ke Bhakt Prahlad ki Mata Di company strategies to change kar lena chahiye aapko Pata hona chahiye Gaye Hum Jab Bhi Apne insta Forex bonus account arranging market me trading Karte Hain arranging marketing strategy different hoti haiaur uske Alawa aap ko pata hona chahiye ki jo trending market Hoti Hai usme strategy different hoti hai aur highly volatile market Mein strategy different hoti hai isliye market condition ke sabse Hame Apne insta Forex bonus account trading Karni chahiye
              • #8 Collapse

                Correct Ap ke bat se itfaq karta hoo forex is not simple k do jmha do char ye ik complicated bussniss a to is ke critically b zaida hain to agr ap ko loss o rha a to Ap ko Apni stregety change karni pary ge Anylsis ko review Karna pary ga aur dkhna pary ga k kha pr kmi beshi rh gai the phir us ko resolve kr k trading kary Thanks
                • #9 Collapse

                  dear friend waqt aur halat ky mutabik hamari strategy ye honi chaheye k hamein apni trade krty waqt kisi kisam ki lalach nhn karni chayeh is mn humera noqsan hy is mn na he juld bazi karni chayeh or is mn sakoon sy kam karna chayeh ..
                  • #10 Collapse

                    yes brother you are right market hamisha aik jase nhi hoti hai kabi to market musalsal nechy ja rhi hoti hai ese surat me apki stregtay ye hony chahye k ap ko in dino ka kasy faida uthana hai kia apko buy karny me faida ho saka hai es lye hamisha har waqt apny faidy k lye sochna chahye
                    • #11 Collapse

                      Strategy ko badlna koi bhi bura nai hai koun ke kamyabi usi ke hisay ati hai jo khod ko waqat aur halat ke sath dahl leta nai hai aur aik hi point ko pakar kar beth nai jata is ley jeay halat hon in ke mutabiq khod ko dahlein
                      • #12 Collapse

                        Exactly aisa hi start with curiosity and balance yourself accordingly trend is going
                        • #13 Collapse

                          G ye zaroori nhi hy k ap apni strategy ko change karain agr ap ki strategy best hy aur ap ko us se profit ho raha hy aur us strategy se ap acha profit earn kar rehen han tu ap ko us strategy ko change nhi Karna cahaiye aur us strategy ko use kar k trading karni cahaiye aur agr ap apni strategy se profit mumkin nhi tu ap apni strategy ko change kar saktay han
                          • #14 Collapse

                            yes bilkul hume halaat or waqt ko dekhte huwe he apni trades lene chahe chahe wo humare stragety me shamil ho ya ni asal baat market k halaat hote hain k koi news anay wali to ni hai or news jane k bad hum trade kare to wo he zada behtar hoti hai dosto.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bilkaul ap ki bat bilkual thek hy humeny wqt k sath her cheez change karni chayeh kaun k is mn humera faida ho ga is lye humeny her trade ko waqt k sath change kar k phr humeny is mn boht faida bhe h ga or os mn profit bhe aye ga ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X