Pichy aik week se market slow hai is ka kia reason ho skta hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pichy aik week se market slow hai is ka kia reason ho skta hai ?
    Market ka slow hona koi ahim bat nai hai koun ke aisa hota rahta hai kbi kabar market slow aur kbi fast ho jati hai is ke bare main kuch nai kaha ja skta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex market me jes pair me app trading karty hey agar us ki market slow hay to app ko esi currencies key economies ka jaiza lena ho ga, forex market me koi 1 pair ki market slow ho sakti hay koch pairs esy be hon gey jes ki market movement fast ho gi, forex market hamesha (no news is good news) key formula base par work karti hay agar koi be news release na ho to market ka slow hona yakeeni hota hay market me kesi kisam ki movement nahi hoti aur market sideways move karti hay.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
      Market ka slow hona koi ahim bat nai hai koun ke aisa hota rahta hai kbi kabar market slow aur kbi fast ho jati hai is ke bare main kuch nai kaha ja skta
      last week mein Forex trading market coffee slow rahi hai aur iska main reason maybe ho sakta hai K Market Mein Koi Badi news Nahi Karna Hai Aise Mujhe Hai Jis Se dollar pai asar para ho
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Dear friends app sub ko btana chahta hon k app sirf aik ya do pair k slow hony ko market slow hona ni keh skty market apny hisab sy her roz move ker ri hy gold ki moment aj kal sideway trend main chal ri hy lakin is ki koi khas waja ni.
        • #5 Collapse

          han g bilkul ap ne thek kaha hai market ka koi pta nhi chalta kabi market musalsal down ja rahi hoti hai or kabi musalsal up jaati hai es lye hamisha market ko analyse kar ke he trading karni chahye es me apko loss nhi hoga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Waqat aur halat ke sath sath market ka andaz bhi badlta rahta hai is ley ap ko is per tawajo deny ki bahat apni trading practice aur knowledge hasil karny per honi chaye koun ke market ko slow ya fast ap nai kar skty tu PhD is per time waste Karna chaye

            اب آن لائن

            Working...
            X