Little amount is perfect for new traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Little amount is perfect for new traders
    "As a traders,I think forex is most risky source of business.new traders should always start the business with little amount such as 10-20 USD.please tell you you opinion "
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I mean that at first time we accept of loss then we will stay in forex,and also the greatest world there are many countries where the recession
    • #3 Collapse

      Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main little amount bilkul perfect hay new trader kay leay kun kay unkay pas experience nahe hota hay to unkay leay thora amount hi behtar hay meray hisab say aur jab wo experience hasil karlen tab koi burai nahe hay large amount pay trading karnay kay liay
      • #4 Collapse

        G dear brother m apke bth sai agrey kerta ho. mai khud bhi new member ho. mery lye bhi bhtr yahee hoga kai mai small amount sai trading serru kero kyu kai mujay knowledge kam hai. And experience bhi nai hai. tn mere lye bhtr yahee hoga k mai barry nuqsaan sai bhtr chota nuqsaan kero. takkay trading kai kam sai hmm mayoos na hojaye.
        • #5 Collapse

          Aik bohat hi acha or interesting question hai kay kia aap apni trading me apny profit ko lock karwa sakty hain? Meta Trader 4 me kon si aisi cheez hai jiski madad se aap aisa kar sakty hain beshak aap apni computer ki screen kay saamny hon ya na hon. Reply is must!!!
          • #6 Collapse

            Brother yaar men ye prefer nai dun ga jo abi newbies hen unko first learn tou karne den forex trading men demo account use kiya karen uske baad indicators wagaira ka uneh pata ho analyse ka pata ho tab trade karen
            • #7 Collapse

              bhai g mere khayal main ap ki bat bilkul sahi hai k new traders ko thori amount se business shru karna chaeye q k usey experience kam hota hai or wo abhi sekh rahy hoty hain or agar wo demo account par sekhen to wo bhi un k liye behtar hai.
              • #8 Collapse

                Yes brother ap thek keh rhe hain k starting ma hmare pas jitni kam amunt hu ge itna he faida hu ga. . Q k starting ma bht sare daust sirf loss khate hain. . ..aur phr stand up hu jate hain . . Is lie starting ma km payment k sath ana chaie
                • #9 Collapse

                  yes lettle amount sey ap trading ko start kr saktey hai aur forex trading me agar ap acha result hasal krna chatey hai to ap forex trading me start me little amount sey trading karey gey to acha hai aur bohat he acha result hasal kr saktey hai.
                  • #10 Collapse

                    yes dear new trader ky ly to sub sy pehly demoo use krna hy aur jb demoo ko achhi trah sy use kr ly to phir us main little amout ko use kr ky apni practice jari rhakh aur us main jo mistake ho us ko kisi bari raqm main mistake ky lay na rakhy
                    • #11 Collapse

                      G agar hum thori amount say paisaybana lain to is main humara hi faida ha ur ka m par humara hi poorafocus ha issliye try karain kay apny andar jitna yada hum kaa ka focus karain gay utn hi hum iss main achy treeky say kamjab hun gay aur kaam par humar poorafocus ho ga aur iss arah hum ko aghy barhny ki lagan aur himat aur hosla paida ho ga aur kaam par humara poorafocus ho ga iss tarah
                      • #12 Collapse

                        han agar ek trader ek choti c ammount say taraki karta hai to mery khyal me wo kabhi b yaha pay nakaam nahi ho ga ku k ek choti c ammount k sath survivr karna bhot he mushkil hai.
                        • #13 Collapse

                          gi han bhai jaan new trader kay liye ye baat bohat achi hai kay wo jab new trdaing shoro kary to choti amount say shoro kary tak kay agar woloss kary to zaida na ho loss nuko
                          • #14 Collapse

                            yes brother little amount is perfect for new traders because it's first expresince huta hai or is main trader ko jo bhi ammount hu is main khush rehta hai but new trader bohot mehnat krte hai or larning bhi krte hai tw is liye ager unko zaida amount mile tw zaida acha huga..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              merey khayaal sey aap ney bilkul sahi kaha hey mera bhi yehi khayaal hey ke new traders ko apna trade eik chhoti amount sey start karna chahiye aur us sey bohat kuch seekhne ki koshish karni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X