Little amount is perfect for new traders
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    assalam u alaikum brother you are absolutely right new traders ko starting se hi high risk prefer ni karna chayein balkein starting mein kam amount se start karna chayein kiunka forex aik risky business hain..or aap ki aik galti bhi aap ko duba sakti hain..so start mein lalaach mein ni ana chayein low risk pa kaam karna chayein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      G mera khyal sa smalll amount hi better rehti ha new traders ka liye ku ka bhai wo new traders hw ta ha unha market ka bara ma itna pta nhi heta ha is liye wo small amount se strt kra or ahista ahista amnt increase kra jb wo trade ka bara ma kafi jaan jae is trh agar wo strt ma agr koi bhi kr da tw ziada loss nhi hw ta ha jitna ap trade kra ga apka knowledge btrta jae ga or market ka trends ka bara ma pta lgtra jae ga
      • #108 Collapse

        yes i agree with you kay less amount is good for new traders because ,agar wo ziada amount say trader kartay hein aur agar loss hogay to loss bara hoga , aur less amount mein agar loss huwa to less loss hoga .
        • #109 Collapse

          new traders ko sb se kum lot size pe practice krni chahye aur volume kum select krna chahye kyo ke volume ap gradually increase krte hai jb ap ka trading se experience badh jata hai aur ap confident feel krte hai new comers ka experience slow way mein increase hota rehta hai is lye losses se protect rehne ke lye kum amount invest kre starting mein is business mein
          • #110 Collapse

            Losses do help us to be a good trader as well sometimes,because if we lose then we will be able to at least avoid the same thing occuring in the trade market and then possibly we will also be making profits that way.
            • #111 Collapse

              ji haan ager new trader ko choti amount b mil rahi ho profit to us ko acept kar leni chahiye kyun k agr ziada ki lalach kare ge to loss ho jai ga is liye shoro main chota profit b boht hai.
              • #112 Collapse

                ha ye to shai hai ki agar aap forex trading me new hai to aapko jyada invest nahi karana chaiye par sirf 10 ya 20 dollar bhi nahi chalega agar aap sirf bis dolar se trading karenge to aapko profit to zero hi milega aur agar milega to wo bhi kam hona like mahine ka 10 dollar aur ye profit bahut hi kam hai is liye aapko kamse kam 100 dollar se to karna hi chaouye
                • #113 Collapse

                  Aik new trader ke liye zrori he ke wo jab bhi apni trade start kre hamesha kam amount se start kre q ke agar usy loss bhi ho jay to us ke pass etna margin ho ke wo apny ap ko stable kr ke phir proper tareeky se investment kre or profit hasil kre
                  • #114 Collapse

                    dear friend jee han forex may new trader ko kum investment kar k trading start karni chaiya aur sath may demo account use kar k experiance gain karna chaiya then apni skills k sath sath baad may investment barhana chaiya
                    • #115 Collapse

                      yes ypu are write little amount is enough for a new trader because he or she was a new person and has no experience for this work so he should not be greedy he want to became a good trader and earn money slow bby slow...it was great to earn little money for a new trader.. zaruri hai forex may app ko new trader ko khamaash forex may new trader kay leyaa litter amont hi best hai aur sab sey best hai demo ki trading
                      • #116 Collapse

                        ji nahi yeh kafi nahi hai new trader ko chaiye wo kam se kam 100 yea 200$ se live trading kare aur lot size 0.01 se trade kare aur euro usd pair me trade kare to jada achcha hai.
                        • #117 Collapse

                          well mai yahi kehna chahta k ek new trader k liye chayeh k wo leanring karey forex business ki and zyada se zyada forex business ki knowledge hasil kary ta k baad main asaani ho jab wo real traidng karey and demo account zyda use karna chayeh.
                          • #118 Collapse

                            dear brother main ap ki baat say agree karta hu little account new traders k liye perfect hai wo is tarah say is main acha work kar sakta hai or is main experience hasil kar sakta hai is liye dear ya
                            • #119 Collapse

                              jee bhai main to samjhti hun kay ap nay bilkul theek bat ki hay kun kay meri nazar main bhi ye bohot hi risky business hay is laiy new trader ko is business main kam sy kam invest hi karna chahiay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                ji han forex me little amount perfect hota hai forex se aap jese chaho kama sakte ho or jitna chaho kama sakte ho is me koi limits nahi hain earnings hasil karne ki aap ko unlimited bhi profits mil sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X