Little amount is perfect for new traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Brother apki baat to theek ha per mera to yahi opinion ha ke forex business ko without knowledge na keran sab se phely isme knowledge hasil karen or demo account per khoob practice karen or kesi best trader se help len or apne ghaltiyon ko solve kare tub ap real account me invest karen minimum dollars se jo ap effort kar saken.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      g bilkul little amount is perfect for new trader kion ky new trader ko abi is ky bary main zeda exprience bi nhi hota or na is ky bary main usky pas zeda knowledge hota hai is lia usy investmint kam hi krni chahiye agar profit bi ho jay to bht best but agar loss bi ho to zeda na ho.......
      • #273 Collapse

        Yeah agree with you because starting main experience gain krny k lye km amount invest krna best way hai aisay apko bht saari baatien seekhny ko milengi agr ap kmm peson say vusiness start krogy tw aagy jaa k acha business kr skty ho..
        • #274 Collapse

          g mere bahi app bilkul sahi keh rahain main app ki baat se ttifaq kerta hon jo bh mera bahi new user atta ha usko cahiaye apna balace thora rakhaye qun key wo abhi starting ker raha hai or starting main hum ghaltiya bhohat kerte hain es liaye hamain loss bhi hota hai ........
          • #275 Collapse

            nahi is main jitni zyda investment ho gi hamen is main se itna hi loss kam hone k chance ho ge is liye hamen zyda se zyda investment karni chahye r agr hamen is main kam investment karen ge to hi hamen is main se loss zyda ho skta hai.........
            • #276 Collapse

              Sweet...bro... main apki bt sy itfaq krta hun k new traders ko choti amount k sath trade krna chahiye q k trading main yeh unka phla experience hota ha aur hr new trader ko mhnt sy kam ki zarort hoti ha...
              • #277 Collapse

                new traders ke pass acha knowledge nahi hota is lie woh agar kam amount se hi trading karte hen toh unko phir apna target be kam rakhna chahiye jis se woh apna account safe rakh sakte hon jab ham apni amount ko risk me dal dete hen toh phr risk bar jata he or loss bhe boht hota he
                • #278 Collapse

                  G han mei smjhta hun jo new traders hain and unka tajarba aur knowledge kam hai wo kam amount say trading shoron karay tou ziada behtar hai q k is tarha say unko nuksan ka rujhhan kam hoga .
                  • #279 Collapse

                    assalm o alikum my dear bahi jan merey kehayl main to jo meri tehan new trader hai un kam az kam 200$ sey kam ko sarat kerna cahey janb itney pasae theek hai janb merey to bahi ye kahayl hai bakioyn ka to mujey pat nai hai janb
                    • #280 Collapse

                      ha new trader little amount se he start kare and es se he un ko profit ho ga aur acha profit ho ga and wo risk be kam lay gay aur jaldi sekh jae gay
                      • #281 Collapse

                        forex trtading main low capital say hum income nhe kar sakkain gay hummain iss trading main apnay capital ko increase karny ki zaroorat hoati hay jiss say hummari income main bhe izafah hoata hay
                        • #282 Collapse

                          nhe Bhai asa nhe hai thori amount se zaida profit nhe kr sakhta agr bounce zaida ho ga to kuch zaida profit ho ga litter amount se ye hai agr loss ho gya to posting or krni ho gi or next month pe treading chli jae gi
                          • #283 Collapse

                            Forex trading qaik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rhnahhahia ya hum ko is main kam karta rhanhahaia ya humm ko hamnar akmam karn a ka pasia dta ha ya acha hamara leya or sab ka leya
                            • #284 Collapse

                              New traders ko yahan pe aa kar work karna chahye aur wo yahan k roles and regulation ko follow karin emotional trading na karin to wo bhi bari earning kar sakte hin. Har experienced trader aik waqat pe new trader hi hota he aur wo bhi yahan aa kar seikhta he aur time k pass hone k sath us ko market k behavior ki samjh aa jati he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Forex market pe apna control rakhne ke liye traders ko fundamental studies aur technical studies pe ache se kaam karna hota hai
                                Forex market inhi dono studies pe depend karta hai..jsiki ye studies achi hongi wo market pe control karke rakehga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X