currency business always in pairs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    currency business always in pairs
    dosto apko ye pata hona chaeay k currency ka business hamesha 2 currency k darmian hota hae akyly ik currency k sath ye mumkin ni hae q k jab banda ik currency ko buy kar raha hota hae to zaroor usky badly doosri currency ko sale karna parta hae q k isky ilawa ye ho hi ni sakta.
    aur jo currency banda sell kar raha hota hae to usko base currency kehty hai aur jo usky badly men buy krta hae quote currency kaha jata hae.ik pic men apko zara behtr tariqy sy samjhany ki mn ny koshish ki hae.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahot khoob aap ne pair k bare men kafi achi information di hai hamen pair ko dekhna chahiye k iski basic crunccy konsi hai aur second crunccy konsi hai aur ham jab buy ya sell krte hain to konsi crunccy ko purchase kr rhe hain aur konsi crunccy ko sell kr rhe hain friends ye basic baten hain hamen inka knowledge zarur hona chahiye tab hi ham kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Asalam o alikum dear members of forex trading. Dear brother apki bt bilkul theak ha. Business hmesha pairs me e hota ha. Jb ap ak currency py trade krty han to uska competition dosri currencty sy ho rha hota ha. Jis sy profit or loss ka process hota ha. Boht achi information share ki ha. Newbies esi information nai janty
      • #4 Collapse

        yes brother ap ny theek kaha hae k currency ka karobaar mumkin hi nahi hae pairs k baghair aur issi ko to forex kehty hain jaisa k agr ham kabhi bahir k mulk jain to airport py Pakistani rupia ko sale karty hain aur usky badly ussi mulk ki currency ko buy kar lety hain to yehi hae forex.
        • #5 Collapse

          Yes dear agar let say ap ny Hajj pe jana hy aur apko Pakistani rupees k badly main SAUDEE ryal chahiye to ap kisi zargarbse ya property dealer se Pakistani currency exchange karlain gy... Is tra ap ny aik process kar lia isi process ko bazaria internet digitize tareeky se agar kia jay to forex kehlata hy...
          • #6 Collapse

            Assalam o Alikum g bikul currency hamisha pair may he hota ha aur currency business hamasha pair may he kam arta ha es may ek base currency hoti ha aur ek Quote currency hoti ha ager ek currency ka rate zada ha to us k muqabaly dosri currecy ka rate kum hoo ga ..
            • #7 Collapse

              aslam o alikuom dear aap nay achy say detail say bataya hai kay Forex trading aik online Business hai jis main aap currency exchange say aik currency kisi dosray trader ko sale krty hoo
              • #8 Collapse

                Maen apki bat see agree karta hon bilkul AP ne thek kaha aor cruncy business men aisa nai hota ke AP kiss Chez ko akele sell buy Kar saken lazmi bat Hy us ke made muqabil kisi kisi ko lazmi sell buy krna parta hy
                • #9 Collapse

                  Dear brother ap ny bohot achi information di hy k jab hum ak karancy ko buy karty hain to dosry khud ba khud sel ho gati hy aur as busnes main ak karancy nahi bal k do karancy chalti hain
                  • #10 Collapse

                    Ap nay bahat achi information share ki hai kw hamesha currency business ka yeh usool jai ke in ka pair hota hai aur in main jo bhi trading ki jatu hai wo pair main hi hoti hai pair currency le milny se bnta hai jos main pehli currency mian currency smjhi jati hai
                    • #11 Collapse

                      Ye information hamary liye bht hi faida mand ha .k ap ne pair k bary main jo bi information di wo bilkul sahi ha .k jb ak curruncy ko buy kia jata ha to dusri curruncy ko sell.pair ka matlab ha k jis main do curruncies hon .un pe trade bhi safe rhti ha .ye forum ka bht hi bara faida ha k har kisam ki information yahan mojood ha .kisi ko bhi forex k mutaliq koi bat smajh na aye to wo forum se help hasil kr skta ha .is forum ko zroor join krna chaye.bonus k sath sath achi learning bhi ha .yahan .best forum ha ye .
                      • #12 Collapse

                        g bhai apki baat bilkul sahi hy aur ye to forex k rules mein hy k is mein currency pairs mein trading hoti hy jab k metals,oil aur CFDs k liey pairs k zroort nhi parrti aur pairs mein ye hota hy k kisi aik currency ko sell aur aik ko buy krna parrta hy aur yehi forex ka basic rule hy jisy follow lrty huye trading krna parrti hy
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan0001 پيغام ديکھيے
                          dosto apko ye pata hona chaeay k currency ka business hamesha 2 currency k darmian hota hae akyly ik currency k sath ye mumkin ni hae q k jab banda ik currency ko buy kar raha hota hae to zaroor usky badly doosri currency ko sale karna parta hae q k isky ilawa ye ho hi ni sakta.
                          aur jo currency banda sell kar raha hota hae to usko base currency kehty hai aur jo usky badly men buy krta hae quote currency kaha jata hae.ik pic men apko zara behtr tariqy sy samjhany ki mn ny koshish ki hae.
                          Juda Apne Te Kaha currency pairs major trading ki Jati Hai Wohi currency trade hoti hai jo trading metals Mai Yaha ki Jati Hai Wo currency trading nahi hoti wo metal trading hoti hai aur currency trading Mein risk bhi kam Hota Hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            han je khan bhai bilkul apne bilkul sahe tareekay say samjhaya hai k konsi base currency hoti hai or kounsi quotes currency ya counter currency hoti hai es ki madad se hume help milegi currency ka patern ko samjhne k lia jo hum forex trading me krte hain dosto.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X