Indicators hamesha market ki past aur current situation show krty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators hamesha market ki past aur current situation show krty hain
    Dear members indicators k baary mein meri to yehi observation hy k ye market ki past aur present situation ko show krty hain aur mujhy nhi lagta k koi indicator market ki future prediction kr saky ap sab ki kiya raye hy iss baary mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear indicators hamesha crunt and past situation ko hi show krte hain agar indicators future ki position correct bata dete to phir to trading krna men koi problem hi ni tha indicators hamare liye helpful zarur hote hain but ham totally inpe trust ni kr sakte hain q k ho sakta hai k indicators hamen wrong le jaen aur iss tarah se hamara kafi loss ho jay isliye indicators pe bahot ziada trust na kia jay balke khud se analyse krna bahot zaruri hai
    • #3 Collapse

      ye jo log indicators py bahot ziada inhisar karty hain to meri unko ye advise hae k ye indicators py poora poora bharosa na karren balky aap khud sy analysie karren q k price action k motabic aap challen uski wajha ye hae k indicators basically ik mathematically formula py chal rahy hoty hain .
      • #4 Collapse

        Assalam o Alikum G bikul may ap ke bat say bilkul mutfiq hooo es leayh hum ko only indecator pay depend nahe karna cahyh bulkay news pay be nazar rakhni caheyh aur ager hum only indecator pay depend kar k he trade karin gay to hum ko loss hee ho ga.
        • #5 Collapse

          dear mera be expernice yahi hay key indicators kabi be future signals provide karny ki capacity nahi rakty, indicators hamesha past movement average aur current movement average key mutabeq signals provide kar sakty hey, market key bary me future analyzing forex news se hi ki ja sakti hay, traders ki nazar countries ki economies policies par hoti hey jes key mutabeq trading karny ko wo tarjeeh dety hey, expert traders indicators ko zeyda ehmeyat nahi dety esy traders market ko fundamental analyzing par hi depend kar key trading karty hey.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            g han bhai bilkul aisy hi hy aur merey hisaab sy koi bhi aisa indicator nhi hy jo market k 100% prediction lr saky aur bata saky k aagy kiya honay waala hy ye sb kuch hamein khud judge krna hota hy

            اب آن لائن

            Working...
            X