forex ko chhor jany ki wajuhaat..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ko chhor jany ki wajuhaat..
    dosto ye baat bahot ziada observed ki gaie hae k bahot say log forex ko join karty hain mgr bahot hi jald isko chor jaty hain jab k inko pta b hota hae k ye ik acha business hae aur ismen profit b bahot hae aur ghr beht k karna parta hae mgr phr b log isko chohr dety hain to main ny jo uski wajuhaat note ki hain wo ye hain.
    1.new banda baghair poora illam hasil kiay ismen shamil ho jata hae aur usko kuchh pata b ni hota k ye hae kia.
    2. new banda bus ik ya 2 din hi mt4 k chand ik options ko seekhy ga aur wo ye samjhy ga k bus ab to mujhy trading aa gaie hae jab yehi to uski ghalt fehmi hoti hae.
    3.forex trading ka baqaida course hota hae wo poora seekhna parta hae tab ja k bandy ko samjh ati hae.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G ha ye ap ne bahot hi achi baat ki hai aisy hi ho raha hai k jo bhi ais market mai aata hia aor ais market ko sekhny mai time to lagana ni chata sirf wo chata hai k mai phly din se hi earning start kar doun magar ye ni pata hota k ais market mai kaam atana asan ni hai jitna nazar aa raha hai ais liay jo bhi new hai aun ko phly ye market sekhni chaye aus k baad real account par kaam karna chaye.
    • #3 Collapse

      G bhai ap theek kah rahe ho jo jo problem ap ne indicate kea hai waqae he ek new trader ke lea yeh sub bohat bary masle hain jin ka tackle karna nehayat zaroori hai agar ap ne trading aese he kise ko dakha dakhy start kar de tab bhe ap learning ke taraf zaroor aeen ga lekn apna kafi sara nuqsaan karny ke baad iss lea behtar yahe hai ke ap pahle seekhen apne app ko janen us ke baad apne shakseyat ke mutabiq strategy’s design karen phr ap apne real account ke taraf aeen kun k jub tak ap ne sekha nahe experiance nahe aur jab tak experiance nahe kamyabi ka sawal he nahe
      • #4 Collapse

        hamesha hona to ye chaeay k bandy ko apny loss ki wajuhaat talash karni chaeay na k ik business men loss aa jaey to us business ko hi ghalt kehna shurru kr dyna charay ye bahot ghalt baat hae aur jo log forex men aa k isko chor dety hain aur bad men isko game ya fraud kehty hain basically wo poora awareness ni hoty iss sy.
        • #5 Collapse

          hna g ap ny bolo hy jis ko is ki thori c information hoti hy wo khud ko samjhta hy k wo ak acha trader ban gya hy is tarh nhn karna chayeh bilku is ko chyaeh k is jo bhe is k course hny in ko pehly sakhey is k bad phr os ko pratice karey or phr wo real account per ja k traiding start karey ...
          • #6 Collapse

            Forex ko chor jane ki har kisi ki alag alag wajhuhat hongi and accoeding to me kuch reason asy be hosakte hain ke jo forex ko chorjate hain wo foex pe focus na karparahe hon ya unk pas business knowledge ki kami hogi or forex pe ziyada time na de parahe hon yahi wajhuhat hosakti hain, otherwise forex is such a wonderful.
            • #7 Collapse

              aslam o alikoum my dear brother aap nay teak kaha hai kay agr aap forex trading ka knowledge hasil nhe kro gay too aap ko ksy profit ho ga aap practical nhe kro gay too aap ko ksy profit ho ga es laiy loss ho ga to aap nay forex Business ko chorna he hoga na es laiy aap knowledge improve kro new ho old ho too aap ko forex trading jaiysa Business nhe milay ga
              • #8 Collapse

                Forex business se leave karny key bahot se wajuhaat ho sakty hey, es business ko start karny ka newbies ka maqsad ye hota hay key wo jald rich bany jaye magar ye newbies ki ghalat soch hoti hay market ka expernice na hona hi traders ki mistake hoti hay, hamesha esy business me investment ki jati hay jes me expernice ho magar forex business me logo ki soch ye hoti hay key wo investment pehly karty hey aur bad me experience hasil karny ka sochty hey.
                • #9 Collapse

                  Assalam o Alikum Forex ko chornay ke zayh he waja ho sakti ha
                  1) AP ko bar bar nuksan hoa hoo ga kau k ap nay practice sahe nahe kee h gee
                  2)Ap ko analysis nahe karna ata hooo ga
                  3)Ap k pass etna time nahe ha k ap forex to proper time day sako.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rafiullah Khan Niazi پيغام ديکھيے
                    dosto ye baat bahot ziada observed ki gaie hae k bahot say log forex ko join karty hain mgr bahot hi jald isko chor jaty hain jab k inko pta b hota hae k ye ik acha business hae aur ismen profit b bahot hae aur ghr beht k karna parta hae mgr phr b log isko chohr dety hain to main ny jo uski wajuhaat note ki hain wo ye hain.
                    1.new banda baghair poora illam hasil kiay ismen shamil ho jata hae aur usko kuchh pata b ni hota k ye hae kia.
                    2. new banda bus ik ya 2 din hi mt4 k chand ik options ko seekhy ga aur wo ye samjhy ga k bus ab to mujhy trading aa gaie hae jab yehi to uski ghalt fehmi hoti hae.
                    3.forex trading ka baqaida course hota hae wo poora seekhna parta hae tab ja k bandy ko samjh ati hae.
                    Exactly rafi bhai..u r absolutly right

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X