Bar bar trade open aur close karna?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bar bar trade open aur close karna?
    Jo trader aisa karte hein ke aik trade openki aur kuch fair bad band kar ke koi aur open kar do tu asay logon main khod itamadi ki kmi hoti hai aur in ka market ke bare main knowledge bhi na hony ke barabar hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar tou ap very short time period ky liay aesy kerty hain ky bar bar trade open aur close kerty rehty hain tou jo trading rule hai woh follow nehi hota aur apko jo profit hasil hota hai ya tou woh pura nehi milta ya phir apko recovery perh jati hai so trading main timing rule ko bhi follow ker ky trade kerain
    • #3 Collapse

      yes jo log aisay karte hai un pass knowledge na honay k sath bewaqoof b hote hai behtar hai wo aisay karna se pehlay forex ki study kare zaida invest par kam lot rakh kar practice kare or loss ko boht kam karnay ki koshash kare phir aap ki trading b behtar hoty jay gi
      • #4 Collapse

        Agar ham kisi aik pair main trade kerty huey bar bar trades open kerty hain tou iska hamain loss hota hai jesy market hamari open trade ky against chali gai tou ham same direction main aik aur trade open ker laity hain aur agar market continue move kerti rehti hai same direction main tou account bahot jald wash ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Bar bar trades open/close krny ku zarurat hi keya,aik hi bar me itna strong aor zabrdast qism ka analysis aor work out kren k bar bar trade oen krny ku zarurat paish na at.q k is trading me is tarah se ghaktion ki gunjaish bahot hi kam he.ghalti se lagai gai trade loss me chalty chalty ap k balance ka kabarra kr sakti he.
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum na forex ka rules ko study keya ho to per hum ko knowledge ho ga ka bar bar trade ko open ya close nhi karna chahey q ka es tara karna sa hum ko profit nhi melte ha hum ko chaheya ka hum sub sa pala demo account ma praticies kara or waha per apna experience ko increase kara to per kuch kaam bun sakta ha ............
            • #7 Collapse

              bhai jaan ap ny bilkaul thek kaha hy is mn jo bnda is tarah karta hy is ko mery khayal mn kam knowledge or expernice ka samna hota hy is lye is ko cahyeh k wwo so mn jo bhe kam karey tu pehly os ka expernice hasil karey is k bad phr os ko faida ho ga kaun k wo kam expernice ki wajah sy is tarah kartey hny ...
              • #8 Collapse

                Bar bar trade open karny se nuqsan hota hai koun jb bhi apko trade open karte hein tu apko first time loss hota hai jo ke broker ki fee hoti hai is ley bar bar aisa karny se ap ka confidence loose hota aur trading main khod ihtamadi khtam ho jati hai
                • #9 Collapse

                  asslam o alaikum jo trade ko open or close bar bar kertey rehtey hn g bhai jan ap n bilkul thek kaha I THINK un k pas knowlegde kam hota h or experience ki bhi kami hoti h to aisa kerney sey wo samjhtey hn kih hm achi earning ker len gey lekin b charey achi earning sey bhi hath dho behtey hn
                  • #10 Collapse

                    han g bilkul ap ne thek kaha hai asy logo ka pas experience or khud etmadi ki kaami hoti hai es lye ye asa karty hain jab k agr aik he trade open ho or us me profit ho rha ho to usy tab tak close nhi karna chahye jab tak us se profit mil raha ho
                    • #11 Collapse

                      baar baar trade open karnay sy mairay khyal k mutabik aap market ka behave b theak tareaky say judge nai kar sakty aisa nahe k aap bilkul b judge nai kar sakty laiken aap confidence zaroor loose kartay hain
                      • #12 Collapse

                        Bar bar trade open aur close karna aik bahat hi buried adat hai iscse aik tu ap ki harbar broker fee kat ki jati hai is ley ail hi bar acha market analysis kar ke trade open karen th ke aisa karny ki nobat na aye
                        • #13 Collapse

                          hna g ap ny thek kaha hy is mn jo bnda agar is mn close ko bar bar open or close karta hy tu os ko boht zaida loss hota hy is mn jo bhe agar os tarh karta hy is mn is ka knolwedge kam or kam expernice hy kaun k is ,mn yeh lazmi hona chayeh kaun k yeh boht important hy ...
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Dear sab se phale toh ap market ko achi taraha analysis karo phir apni trades ko open karo or us par hamesha take profit and stop loss lagaya karo phir apko apni trades ko bar bar close and open karny ki zarorat nahi hogi.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X