kia gap any pe pending order trigger ho jaty hian k nai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia gap any pe pending order trigger ho jaty hian k nai?
    daer jesa k ap friday ko market close hony wali hy, i m talking about Forex market, to agar let say eurusd ki closing price 1.1400 pe hy aur weekenf guzrny k bad gap ajay aur price 1.1500 pe open ho aur apka stoploss 1.1450 pe ho to kia apka stop loss trigger ho chuka hoga k nai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai gap any py trade trigger ho jaty hain uski wajha ye he k apki lagaie hue trade ussi gap ka hissa hoti hae to lazmi taur py usko trigger hona chaeay aur ye jo gap ata hae basically ye is wajha sy hota hae k markeet band hoti hae to broker ko chart py show karwany k liay qimat milti ni hae to issi wajha sy gap bn jata hae.
    • #3 Collapse

      G haan jesy he market open hoti hay to agar opening main rate up ya down hua ho to us time aap kay jitny bhe stop loss aur take profit ya phir pending order execute ho jaaty hain. Kun kay market pe aap kay order pehly se lagy hoty hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        dear pehli baat to ye hy k ye dekhna ho ga k aap pending order laga kis waqt rahay hain agr to ap friday ko laga rahay hain aur itny gap py laga rahay hain k ho sakta hy order open hony sey pehly market close ho jaye ya phir agr open ho bhi jaye to tp ya sl tak na pahonch saky is liey pending orders ziada gap py aur last days mein nhi lagany chahiein

        اب آن لائن

        Working...
        X