luck vs hard work?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    luck vs hard work?
    we should depend on luck? or
    we should do hard work for getting success in forex trading?
    please share your opinion............:cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    es main hard working boht zrori hain q k mehnatr main azmat hy es lye hamain es main hmehnat karni chahye.............................
    • #3 Collapse

      no luck is not involved in forex you cannot run this business by the base of luck . you have top run this by hard work and by good knowledge and hard work . only 5% some time are involved some time
      • #4 Collapse

        forex trading main luck hamesha nai chalti hai maira apna tajarba hai shru main trading main mujhy profit hua ta kyu k mujhy trading ti nai luck lagi aur profit aya phr us k bad jo loss hau main apko bata nai skta phr learning py hard work kia phr kamiyab hua......
        • #5 Collapse

          I THINK forex main luck se zaida hard working bohat zarori hai earning k liye agar ap jitna zaida hard working or achi skills or knowledge k sath karay gay utna hi profit earn bi karay gay luck har aik ka acha ni hota or business main luck ki nai hard working ki zarorat hoti hai.
           
          • #6 Collapse

            mere khayal me dono bhot improtant he agr luck acha na hoto kabhi kuch acha nhe hosakta or agr hard work na karo jabhi kabhi successful nhe hosakta.
            • #7 Collapse

              g ha mary khayal sa ja thak ma janta hu ka huma is sa luck sa ho to hum is kya pata eak dan ma kitna paisa kam la ....................
              • #8 Collapse

                luck pe aap zada depend nahi karey is busienss pe hard work ki zada ehmyat hai mere khayaal se luck to kabhi kabhi chalta hai par agar aapne hard work ki hoi hoti hai to aap ache se business kar saktey ho araam se mere dost
                • #9 Collapse

                  Yes base onme as a trader i wills ay that it is very good for youto try and engage your self with hard work so that you wll be able to make good money at any given time
                  • #10 Collapse

                    ni hamain luck par dependent ni rehna chahiye luck aik ya do bar sath daiti hai hamesha ni isilye hamain chahiye k hum hard work karain achi tarh learning karain knowledge gain karain to hum success hasil kr saktay hain q k hamara experiance to hamesha sath daiga lekn luck ni.......isilye hamesha hardwork karain aur luck pe depend na karain....
                    • #11 Collapse

                      bohot say log luck pe bohot pakka yaqeen rakhtay hain lekin mein samjhta hun k jab tak ap mehnat hee naheen karaingay tou ap ki luck kesay achi hgi.hum apni luck khud banatay hain mehnat karkay or dimagh se kam lekay.
                      • #12 Collapse

                        luck ka b kam hai laikin is donya main jis nai b mhinat ki hai us nai apna moqader khud bnaya hai q k mhinat se appaharr jaisi chotio ko jhoka diaty hai yhe to aik busniss hai
                        • #13 Collapse

                          Nahi forex jese ke risky business ha to humhe luck per depand nahi kara chiye balke apni hard working se kam karni chiye aur experience gain karna chiye aur forex per apna name banananan chiye
                          • #14 Collapse

                            meri nazar men luck ka trading ky business men koi taluk nei hota hard working sy hi insan trading ky business men success hasil karta hay jitni zada hard working ki jay gai trading ky business ko karna utna hi asanhota jay ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai luck ko best bnany kaley harodwork bohat zarori hy kaha jata hy ka insan apni Qismat Khud bnata hy es ley hmen sakhat mehnat ka zrey apni qismat bnani chahey or kamyab hona chahey so tmam traders ko hardwork krna chahey. sirf lick per hi depend nai krna chahey.:)

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X