Forex trading main apnay emotions ko control rakhain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main apnay emotions ko control rakhain
    Dear market moments kay sat sat aap log zada emotional na ho jaia karain aap ko pata hona chiay kay market ki moment kafi zada fast hoti hai.
    To us kay pechay kuch na kuch factors hotay hain. Jin samaj laina zaroori hota hai.
    Ya to market retracement lay ri hoti hai.
    Ye reversal ki tiari kay liay support talash kar rahi hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bahi ap ki bat theak hai forex mai emotions ka kahyal rahkan cahya kiun ka emotions may kia gya kam ya business mai nukasan hi hota hai or trading bi ak business hai is mai tu lazmi ap kahyal rahkain ka emtions mai koi trade open na karian agr ap emtions mai koi trade open krta hain tu ap ko loss ka samna karna para ga or aksar tu hum account wash karwa lata hain or bad mai pashtana ka alwa kuch nahi milta
    • #3 Collapse

      Dear ap ko bat bilkul 100%right hay kiyon k aj takriban har trader ki yahi problem hay k wo markit ko movement k sath aur ziyada emotional ho jaty hain jis k ntaij humesha loss mein hoty hain markit to moka dhondti hy k kis traha sey traders ko apny ap mein phsa lon to is liye emotions par control to lazmi hy
      :1f63b:​BE HAPPY
      • #4 Collapse

        forex mai emotions ka kahyal rahkan cahya kiun ka emotions may kia gya kam ya business mai nukasan hi hota hai or trading bi ak business hai is mai tu lazmi emotional na ho jaia karain aap ko pata hona chiay kay market ki moment kafi zada fast hoti hai to us kay pechay kuch na kuch factors hotay
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          slaam to all forum members...bilkul hmain apny emotions ko zroor control mein rkhna chahiye kyun k zyada tar loss hmesha emotional hony ki wja se hota hai market ki zra c reverse movment se hum jald bazi mein loss kr bethty hain or phir stress ka shkar ho jaty hain trading k liye sabr bohat hi zroori hai hum sabr kr k emotions pe control kr k hi kamyabi hasil kr skty hain

          اب آن لائن

          Working...
          X