Humain loss ko kaise manage karna chahyea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Humain loss ko kaise manage karna chahyea
    Dear members agar humara trading mein loss ho jata hai tou uss ko recover karnay kay lye humain trade per trade open nahin karni chahyea balkay humain sabar se kaam lena chahyea aur choti choti lots ki trade lagani chahyea aur aik aik ker kay trade lagain aik sath zayada trades kabhi bhi na lagain aur agar aap kay zahen mein koi comments hain tou share karain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi ap ki bay theahk hai jab huma loss hota hai tu huma foran mat trade open krni chaya wait krain relax hon or phr ja kr narket ka dobara analysis kr ka trade ko opne karain or agr osi wakat trade lagata hain tention mai loss ho gya hai pr ap ko dobara loss s koi nahi bavha sakta or ap ka loss mai azafa hota raha gai is lia market s nikal jaya or pr dosra din fresh mind ka sath enter hon
    • #3 Collapse

      sab se pehle to is me yeh dekhna chahiye ke ap ke pas capital kitna hai aur capital ke hisab se lot size rakhna chahiye ta ke hamara loss manage rhe kyun ke capital kam ho aur lot size zeyada ho to ham loss se nahi bach skate hain.
      • #4 Collapse

        Re: Humain loss ko kaise manage karna chahyea

        g bhai bohot informative post hy asi hi pasts karty raha kren taa k hamen guidence mil saky aur ham bhi achy trader ban saken ye jo ap apna experiemce share kar rahy hen wo hmary leay bht hi mufeed hy isky ilawa asi posts py pazeerai milni chahiye aur trading k leay new memners ko seekhny ka kuch moqa milna chahiye aik insan mehnat kr k knowledge gain kar k jab dosro sy share krta hy to usy usky mutabik pazeerai milni chahiye yahi aik achy insan aur trader ki khasosiat hy k achy ko promote krta hy aur ghalti wagera ko drust karta hy isky ilawa forex me kuch ash senior members bhi hen jo dosro sy apna experience aur tricks wagera share nahi krty asa nahi hona chahiye hamen jis cheez py profit ho rha hy ap dosro sy share kreb aur unko bhi moka mily k wo bhi achy trader ban saken shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Humain loss ko kaise manage karna chahyea

          Yes dear forex member ap ney acha sawl keyah hy agr humen loss hota hey too humen loss ko manga karna ho gah humen loss ko manga karnay keyleyah aur zada mehnat karney ho gay too hum loss ko manga kar saktay hein.................
          • #6 Collapse

            Re: Humain loss ko kaise manage karna chahyea

            loss mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kr sakty hain forex real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Humain loss ko kaise manage karna chahyea

              forex ke karobar mein lose ko manage kerny ke ley bohat mehnat darqar hoti he hum galton ko note kerna chahy or ko over come kerty hein tab ja ke loss ko recover kea ja sakta he forex ke karobar mein human self confidence ke sath trade lagana hota he jab human humesha se trade ke last mein stop loss ko lagana chahy tab he hum loss ko profit mein convert ker sakty hein
               
              • #8 Collapse

                Re: Humain loss ko kaise manage karna chahyea

                forex ke karobar mein hum loss ko manage is tarhan ker sakty hein hum apni galtion ko ignor na karen ager ignor karen gey to loss zeada se zeada hota jata he jis se hum diappointed ho ke forex pe earning kerna chor dety hein forex ke karobar mein human lot size ko small rakhna chahy or trade lagaty hoy petience se kam lena chahy forex legal karobar he
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Humain loss ko kaise manage karna chahyea

                  forex mai loss ko manage karna zarore hain pher he hum paisa kama saky gy forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex kabe be katem na hony wala businss hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Humain loss ko kaise manage karna chahyea

                    loss ko katem kar ky hamy kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex kabe be katem na hony wala real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Humain loss ko kaise manage karna chahyea

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                      Dear members agar humara trading mein loss ho jata hai tou uss ko recover karnay kay lye humain trade per trade open nahin karni chahyea balkay humain sabar se kaam lena chahyea aur choti choti lots ki trade lagani chahyea aur aik aik ker kay trade lagain aik sath zayada trades kabhi bhi na lagain aur agar aap kay zahen mein koi comments hain tou share karain thanks
                      Assalamu alaikum bhai jaan mere Khyal mein agar Ham Apne log ko manage karna chahte hain To Hamen Forex trading mein bahut hi carefully kam karna hoga apni trade ko open karne se pahle analyse karne Honge aur trade ko open kar dene ke bad bhi analysed Jarur karna hoga Kyunki forex market mein kab change ho jaaye Koi pata nahin Hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Humain loss ko kaise manage karna chahyea

                        Dear Forex members Main Ek junior member hun aur apni observation pesh karta hun ki ekadam badi trade Lagane Se Pahle a aapko chahie ki Chhoti Chhoti trades Karen Taki aap aap ekadam fed up Na Ho or loss utna Ho Jitna aap bhi add kar sake aur agar aap leverage Lekar kam kar rahe hain to leverage Katni rakhen ke aapko loss Na Ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Humain loss ko kaise manage karna chahyea

                          Hamin loss ko kaisy manag krna chaheye bhai ny yeh sawal kea hy bahoot he acha sawal keya hy apny dear m apko batata hon keh forex business m ham aay howy loss ko kaisy cover ya manag kr sakty hain woh rasta hy mehnat ka mehnat sy ham loss ko cover kr sakty hain zeyada sy zeyada mehnat krni hoge iss k leye
                          • #14 Collapse

                            Re: Humain loss ko kaise manage karna chahyea

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                            Dear members agar humara trading mein loss ho jata hai tou uss ko recover karnay kay lye humain trade per trade open nahin karni chahyea balkay humain sabar se kaam lena chahyea aur choti choti lots ki trade lagani chahyea aur aik aik ker kay trade lagain aik sath zayada trades kabhi bhi na lagain aur agar aap kay zahen mein koi comments hain tou share karain thanks
                            Assalamu Alaikum Agar Hamen trade Mein loss ho jata hai To Hamen use recover karne ke liye trade per trade Nahin Karni chahie balke sabouraud tahammul se kam Lena chahie aur ek ek Karke trade lagaen Ek Se Jyada traders Kabhi Bhi Na lagaen aur agar aap Ke Jahan Mein Koi comments hai To Share Karen thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Humain loss ko kaise manage karna chahyea

                              Dost loss ko manage karny ka matlab hy k jab b hum koi trade open karen to risk kam say kam lein or stop loss zrur use karen is surat men agar hamen loss ho b jay to wo bahot kam hoga jisko asani say recover kia ja saky ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X