Apka kiya khiyaal he ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    dear bilkul humra Pakistan main Forex trading ki learning ka liya academies hopni chaya taka new tarder in academies main ja ka good way main our properly Forex trading ki learning kar skain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      ji meen aap ky khayal sy agree hoon ky pakistan meen aisi acadimes honi chahyeen jahan hameen forex ky baray meen learning ki sahoolteen mayessar hoon, oor seniors ki help milti ho, es ky elawa trader ko mazeed currency ky baray meen bhi sahoolat mayesar ho.
      • #183 Collapse

        yes dear ap ny thek kha asi accadmi honi chaheye ta k new user pehly forex k bary mein achi learning kareen phir is work mein join houn ta k achi earning kar sakeen is lye ye best work ha is mein acha hard work easy success dila sakta ha
        • #184 Collapse

          no dear mere khiyal mai aysa nhn hona chahiyeforex har kisi ko start nhn karnii cahhiye jab tak ye government sector level pe start na ho jaye es se boht sa paisa bahir ja raha hy aur aa b raha hy but over all loss zyda ho raha hy...
          • #185 Collapse

            hai g sai kahty hai ap k pakistan m acadmies honi chahiye jo humy forex se related learn krway aur zayada se zayada earn b.first to is se hum apne country ki currency approch ker jay gyi aur humre halat b sai ho jay gye aur har wo kam ker pay ga jis ko kahhi b job nai milti is se humy bhot benifit ho ga aur hum b win kry gye aur our country to proud of all pakistan in every country.yes it is very good idea that in pakistan there should be learning academies and colleges who teaches us about forex trading, from there we will get training about forex trading and then we will able to do real trading in the forex and then we will earn the money to make our life comfortable, so it is good idea.
            • #186 Collapse

              Apka khayal bohat acha hai merey bhai leqin yaha har koi apni dekhta hai kamaney main laga hoa hai bohat mushqil se achey tutor miltey hain mera mashwara tou yehi hai k apka best tutor internet aur ap khod ho jis par sikhna hai woh apka demo account hai yeh best tariqa hai bas apko khod mehnat karni hogi.
              • #187 Collapse

                jee han meray bhai ap ki advise bilkul theek hai agar pakistan main aisi academies hn to yahan par wo log jn ko trading nahi ati wo is ko aram say seekh saktay hain bt aaj kal internet say bhi sari earning ho jati hai
                • #188 Collapse

                  mere khayal main aisa hona chahiye taa kay humari new generation ko moka milay yeh kaam seekhnay ka aur woh apne paoon pe kharay ho sakain aur apna kharcha khud utha sakain aur job kay liye yahan wahan na phirain.
                  • #189 Collapse

                    yes i concord with you that in every country there is infirmary that offer breeding roughly forex but now you can get upbringing online and can easily take forex to runt his concern and then you can acquire worthy make
                    • #190 Collapse

                      me bhi aapse agrre karta hu ki pakistan me ab forex trading ke classes hone hi chaiheya ur aapko waha par forex trading ka pura training deni chahiye aur aapko currency exchange ka bhi waha par intezam hona chaiye taki sabhi forex tradef ko waha se currency transefer kar sakte haiaur sabhi ko bahut sara help kar sakte haahgar hum pakistan me ye sabhi chalu kar sakte hai
                      • #191 Collapse

                        ji han bilkul honi chahye forex trading ko sekhne k liye academies zaror honi chahye ta k trading ko sekhne main or asani ho or hum ache se trading kar saken
                         
                        • #192 Collapse

                          ji han forex trading k liye academy honi chahye ta k new users pehle use sekh len phir trading ko join karen ye un k liye kafi asan hoga trading karne k liye
                           
                          • #193 Collapse

                            mere kiyaal mein forex aik buhat he achi opportunity hai aur khas tur par jis forum par hum posting kar k earning kar rahay hain ye tu buhat he best opportunity hai hamray lie thankful for question
                             
                            • #194 Collapse

                              mere bhai bhut sari aisi acadmeis hein jo ke ye kam sekha rahi hein lakin onki payment bhut zyada hy
                              koi karta hi nhi hy agar koi karna chahe to mein mujhse address poch sakta hy ja ke sekh ly
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Yes right for bes guideline about the forex academies should be there in Pakistan that every student and every trader can learn about it carefully and can do the perfect successful trading business to support our whole family easily.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X