Trading makhsoos time mein behtr hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading makhsoos time mein behtr hy
    Dear traders , forex trading mein bahot sey traders aisy hain jo hr waqt online rehty huye mobile ya pc py lagy rehty hain jis sy aik to unki social life py bura asar parrta hy, eye sight bhi weak ho sakti hy isky elawa woh bore bhi hony lagty hain to merey khayal sey agr woh senior traders ki tarah makhsoos time mein trading krein jis time market mein tezi hoti hy to ye un k liey ziada behtr ho ga ap sab ki kia raye hy is baary mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    brother market fast to 4pm to 10pm hoty hai sara day normal rehty hai seb se zaida fast sham ko week k last 2 day ko hoty hai day main b boht kabi kabi news time hoty hai social main media par waqat aisay kharab hota hai jab wo kam chor kar social par baitha rahay social par b business hota hai udhar b achay buray log hote hai wo logo par depend karta hai k wo social par kuch sikhay ya phir waqat siya kare
    • #3 Collapse

      bhai jaan mery khyal mn agar bat ki jaye forum ki is ko ak makhsoos waqt mn kam kya jaye agar bat ki jaye k hum ny is mn agar hum ny traiding kartey hny tu is mn humeny sb sy pehly market ki information ho os k bad phr hum os mn jis waqt kam karey tu kar sktey hny is lye ap ko market ki information honi chahyeh ...
      • #4 Collapse

        g bhai sahi kaha ap ny k agr trading k liey makhsoos time nikala jaye to ye ziada behtr saabit hota hy keun k market 24 hrs open to hoti hy lekin uski movement 24 hrs fast nhi hoti jo k boriyat ka baais banti hy isky elawa jis tarah ap ny kaha social life bhi is sey kafi effected hoti hy
        • #5 Collapse

          Treading karne ka koi makhsoos time nh hota kuch trader aksar okaat online rahtay hain or jb markit main dolar ke value increase ho rahe hoti ha to sale kar datay hain trade k zarye. Weasy trade rat ko lagne chaye kun k rat ko 2 contry move kar rahay hotay hain.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: QasimKhan0601 پيغام ديکھيے
            Dear traders , forex trading mein bahot sey traders aisy hain jo hr waqt online rehty huye mobile ya pc py lagy rehty hain jis sy aik to unki social life py bura asar parrta hy, eye sight bhi weak ho sakti hy isky elawa woh bore bhi hony lagty hain to merey khayal sey agr woh senior traders ki tarah makhsoos time mein trading krein jis time market mein tezi hoti hy to ye un k liey ziada behtr ho ga ap sab ki kia raye hy is baary mein
            Hamain har time trade nahi krni chaye blky hamain jab trade krni chaye jab ham market ko achy sy smjh dahay hon or hamain trend ka bhi smjh araha ho or market main movement bhi achi ho hamain tab he trading krni chaye wrna hamain trading nahi krni chaye
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              g bhai ap ne bilkul thek kaha hai newbies aksar boht zyada time pc or mobile par laga kar apni sehat bhi kharab lety hain or faida b nhi uthaty es se behtar hai k ap sham k time trading karo us wqt market me tezi hoti hai baki ka sara time ap apni life ko bharpor geo
              • #8 Collapse

                g jinab apki baat bilkul sahi hy k hamein trading aik makhsoos waqt mein krni chahiey keun k hr waqt ki trading sey ap mentally disturb ho jaein gy aur jab sahi time ho ga jo k sham 5 sy 9 tak hota hy us waqt ap achi trading nhi kr sakein gy
                • #9 Collapse

                  bhai jaan ap ny bilkual acha sawal kya hy or ap ki bat sy mn bilkual agree hno kaun k jo bnda agar is mn expert hy tu wo is mn apna k time rakh ly jis ko folow kar k wo is mn kam kar skey jis sy is ko boht zaida faida ho ga is lye humeny is per bhe focus karna chayeh ...
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    yani app ka mutlab hay ka treding k kiya eik time hona chaya to he zeyada profit haseel ho ga mager markit ki koie assa time b hota hay jo markit main profit zeyada ho jasay k opening ya closing ka karib karib ?

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X