Best time frame aur us ki ahmiyat?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best time frame aur us ki ahmiyat?
    Best time frame har aik trader apni will aur wish hota hai jo lga ley lekin best H1 aur H4 ko hi laha jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan time frame ka intekhab strategy k motabic hota hae aur for example agr aap candle stick ki individual candle ko dekh rahy hain to phr kam say kam apko D1 ki candle and above ko dekhna chaeay q k uska results behtr hota hae q k uska data ziada hota hae jiski wajha say banda uspy itbar kar sakta hae.
    • #3 Collapse

      Time frame ap apny analysis ke mutabiq choice kar skte hein lekin phr ap lo us ko apni strategy ke mutabiq select karna hota hai warna phr ap us time se sahi faida hasil nai kar paty .Zaida istamal hona wala time frame D1 H1 Aur H4 hai
      • #4 Collapse

        Dear friends app sub ny billkull theek kaha, lakin main app ko btana chahta hon k forex trading main 4hrs daily ya 1h candle use hoti hy strategy aor account balance k hisab sy , long term trading kerny waly 4hrs daily use kerty hain scalping kerny waly 5m sy 30m wala chart use kerty hain
        • #5 Collapse

          bhai apki baat kafi hadd tak sahi hy lekin merey khayal sey hr aik trader apni planning aur strategy k hisaab sey time frame select krta hy especially short term trading waaly maximum hi ko use krty hain aur long term waaly minimum h1 ko to is hisaab sey h1 time frame aik average aur best time frame hy trading k liey
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum time frame teak karta to per hum ko profit zeyada ho ge laken ager hum time frames nhi karta ha to per hum ko loss ho ge ...........
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
              Best time frame har aik trader apni will aur wish hota hai jo lga ley lekin best H1 aur H4 ko hi laha jata hai
              Forex trading main trade karne ke liye H4 wala time Pata nhi best hota hai qk is time at Rangia frame Mein Hum market ki movement ko acche se samajh sakte hain aur trend ko Samajh Kar Achcha profit bana sakte hain
              • #8 Collapse

                Time frame ki ahmiyat se inkar nai kia ja skta koun ke trading ka daromadar kisi had tak is per bhi hota hai.Time frame ap apni strategy ke motabiq bhi select kar skty hein lekin jahan tak main best smjhta hon wo D1 H4 aur H1 hai is se ap ko aik tu market ke trend ka baasani pata chal jatahai jis ko dekh kar ap apni trade plan kar skty hein
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Best time frame aur us ki ahmiyat?

                  g bhai bohot informative post hy asi hi pasts karty raha kren taa k hamen guidence mil saky aur ham bhi achy trader ban saken ye jo ap apna experiemce share kar rahy hen wo hmary leay bht hi mufeed hy isky ilawa asi posts py pazeerai milni chahiye aur trading k leay new memners ko seekhny ka kuch moqa milna chahiye aik insan mehnat kr k knowledge gain kar k jab dosro sy share krta hy to usy usky mutabik pazeerai milni chahiye yahi aik achy insan aur trader ki khasosiat hy k achy ko promote krta hy aur ghalti wagera ko drust karta hy isky ilawa forex me kuch ash senior members bhi hen jo dosro sy apna experience aur tricks wagera share nahi krty asa nahi hona chahiye hamen jis cheez py profit ho rha hy ap dosro sy share kreb aur unko bhi moka mily k wo bhi achy trader ban saken shukriya

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X