over confidence VS expirience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over confidence VS expirience
    salam dosto,
    mene ye dekha hai k log trading krte huwe over confidence hojate hain agar unko loss ka samna karna prta hai to q k wo samjhte hain k hum over trading means loss ki trade k bad trade lagate jayngay to es se humara loss recover hojayega layken asa hota ni hai q k ye sub ap josh me a kr kr rhe hotay hain or akser insan josh me hosh kho bethta hai esi lia behtar yahe hai k ap over confidence se zada expirience lene par apni tawajja dain or slow slow sekhen or trading kr k profit banate jaye yahe hai kameyabi ka rass trading krne walo k lia shukreya.
    or ap kia kehte hain es k baray me reply kr k bataye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Experience ki tou apni value hai ky jitna zyada hoga utna hi ap successful trading ker sakty hain but over confidance hamesha apko loss deta hai ky ap overconfident ho ker hamesha koi na koi ghalti kerty hain aur open ki jany wali trade main loss ho jata hai specially jo trade jald bazi main open ki jati hai us main
    • #3 Collapse

      Over confidence hamesha nuqsan deta hai ky ap expert hoty nehi hai aur khud ko trading expert smajhna shuru ker dety hain aur without any analysis ap kisi bhi pair main trade open ker lety hain jab loss hona shuru ho jata hai tab ehsas hota hai ky kesi ghalti ker di hai aesa tab hi hota hai jab ap over confident ho jaty hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Experience hmen confidence deta he jis ki bina pr apni trading ko auuccessful bana sakty hen. Magr ye over confidence hmary apny zehn ki ikhtiraa hoti he. Experiencr to is tarah ki negative cheezon se bachata he.

        اب آن لائن

        Working...
        X