RSI indicator ka best use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI indicator ka best use
    dear members mai aj RSI indicator ka bara mai batana chata hon RSI indicator bohot simply study hota hai or ap is ko trading mai use kr ka profit earn kr sakta hain RSI indicator ki jo graph line hai wo 30 s 70 tk move krti hai agr ap ka analysis accha nahi hain tu ap RSI ka sahara lain jab dahkain graph 70 ko touch ya crose kr gya hai tu ap os wakat sell lagain os wakat market down ahana ka chances 90 percent hota hain or is s ap accha profit kama sakta hain loss ka chances kam hota hain isi tahra agr 30 ko market ka graph touch ya crose krta hai tu ap buy karian tu is time market ka up hona ka chances zyda hota hain or ap buy kr ka accha earn kar sakta hain laken agr market ka graph center mai hai tu phr trade mat open karian yahan analysis ki zarorat parti hai kiun ka is time market kuch bi kar sakti hai up ya down kisi tarf bi move la sakti hai is lia is ka wait karain market ka graph ka jab tak ak taraf movement ho na jaya

    Post Acchi Laga tu Thank Lazmi Karian
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    daer RSI indicator k use k bht se tareeky hain,, different traders rsi ko different angle se use karty hain , maslam ham wave traders rsi ki extreme value edit kar dety hain aur isko sirf aur sirf overbought aor oversold condition k liye use karty hain. kuch log rsi ko volume indicator k taor pe bhi use karty hian.
    kuch traders rsi ko especielly divergence k liye bhi use karty hian.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Dear mera bhi kafi experience ho chuka ha RSI k baray apki bat bil kul thek ha kisi had tak k RSI ki value jb 70 ko cross kray to sell ki trade lganay say faida hota ha aur jb RSI 30 say below a jaye to buy ki trade lgani chaheay aksar yahe hota ha lekin aisa 3 dfa ho ga ya 4 dfa ho ga lekin phir aik dam RSI itni ziyada up ya down a jaye gi k apka poray week ka profit loss main chala jaye ga so RSI pay fully depend na krain sath main dosray indicators say analysis babut zaruri ha.

      اب آن لائن

      Working...
      X