Newbies trading sy ziada knowledge aur demo practice py focus krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Newbies trading sy ziada knowledge aur demo practice py focus krein
    main tamaam newbies ko ye mashwara dena chahta houn k woh real trading k baary mein fil hal sochna band krein aur pehly forex ka ziada sey ziada knowledge hasil krny aur demo account mein practice krny py apna focus rakhein yehi un k liey behtr hy agr samjhein to aur agr woh aisa nhi krein gy to zroor loss krein gy aur baad mein un k liey seekhna bhi mushkil ho jaye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai newbies k liey aap ny bahot achi advice ki hy lekin is bad'qismati sey bahot kam log hi is py amal krty hain bas hr aik ko trading krny ki jaldi hoti hy aur raton raat successful trader ban'ny aur ameer hony ki parri hoti hy jis wajah sey wo real trading mein enter ho jaaty hain
    • #3 Collapse

      Jee bilkul sahe kaha jo log is forex trading ky buisness mai new han unhe chaye wo sab se pahly demo account pe achi trah practice kare waha se experience hasil kare apni galtio ka jaiza len then real account pe work kare ager ap practice ni kare ge or direct real account bana kar kaam start kare ge to ap ko pakka loss hoga jo ky shyed ap bardasht na kar sako.
      • #4 Collapse

        Han dost ye newcomers kbliy sonehri moqa hota he k starting me hi seekh len q k bad me jb trading me involve ho jata he to do mo practices ce zeyada'tar log chhor dety hen.lhaza abi jo time he wo avail kr len demo practice k liy.
        • #5 Collapse

          Dear jab bhi koi banda ais market mai new aata hai to aus ko kaam ki practice krni hoti hai ta k aus ko ais market ka experince ho jaye ha aus k baad wo ais market mai jab real account par kaam karta hia to aus ko masla ni aata kun k aus ne jab market ko dekha hota hai to aus ko market ki moment ki samjh aa jati hai k ais mai kaisy move hoti hai aor ais mai kaisy kaam karna hai.
          • #6 Collapse

            g bhai ap ke post se totally agree kea ja sakta hai iss ke wajah yeh hai ke emotions py qaboo pana itna asan nahe hota ap ka sub se pahla focus yeh hona chahye ke ap khud ko educate karen ke ap ko basics ka pata hoo us ke baad phr bari ate hai ke ap seekhen ke market movement kase hote hai iss ke lae kya kya strategies use ho sakty hain us main bohat mehnat ho ge ke ap ko apne trading style ke mutabiq koe strategy mile jis py aap trust kar saken us ke baad ap phr demo account run karen baar baar us strategy ko apply karen jub tak ap ko yaqeen na aae demo karen jab ap demo py successful ho jaen us ke baad ap live py shift karen ab next step main ap ko apne emotions py qaboo pana ho ga jub se mushkil task hone wala hai aur sub se zyada mushkl bhe iss main he hone wale hai agar ap ne successful hona hai to yahe kamyabi hai apna emotions py control jis ne jitna jaldi yeh kar lea wo utne jaldi kamyab ho jae ga yeh sub main bohat patience aur time required hai tab he trading sirf patiance work kaha jata hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: QasimKhan0601 پيغام ديکھيے
              main tamaam newbies ko ye mashwara dena chahta houn k woh real trading k baary mein fil hal sochna band krein aur pehly forex ka ziada sey ziada knowledge hasil krny aur demo account mein practice krny py apna focus rakhein yehi un k liey behtr hy agr samjhein to aur agr woh aisa nhi krein gy to zroor loss krein gy aur baad mein un k liey seekhna bhi mushkil ho jaye ga
              Ye baat apki bilkul thek hai new traders ko chayebk wo jab bhi trade krain to soch smjh kr trade krqin new traders ko market k baray main information laini chaye or forex trading k baray main ziada sy ziada knowledge hasil krni chaye or us k baad he real account main trade start krni chaye
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                g bilkul dear newbies k liey ap ny acha mashwara diya hy aur yehi un k haq mein behtr hy keun k agr un k pas knowledge aur experience jo k demo py practice krny sey hasil hota hy woh ho ga tb hi woh kamyab ho sakein gy
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma knowledge hoge to per hum ko earning hoge or ager hum ko demo account pa experience ho ga per hum successful ho sakta ha laken ager hum ko knowledge or experience both nhi hota ha to per hum ko loss he hoga or hum kabi successful nhi hoga..............
                  • #10 Collapse

                    hna g ap ny thek kaha hy jo bhe is mn new hny in ko chayeh k wo os mn agar kamyabi hasil karna chatey hny tu in ko pratice or knowledge per focus akrna chayeh kaun k jo bhe is per focus kArta hy tu os ko itna he zaida faida hota hy ...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      asslam o alikum g bhai jan mn ap ki bat s mukamal agree kerta hn q kih jo new trader hotey hn wo chahtey h kih wo raat k under under ameer bn jaen gey g nai yeh new traders ki ghalat fehmi h ku kih ager ap aisi lalach karen gey to ap ko to market ki movement ka andaza ni hoga is liye ap loss mn ak apna account bhi wash krwa sakttey hn is liye meri new trader ko advice h kih wo pehley trading k bjaey demo account per kasrat s prectice karen takih wo trading k qabil ho jaen or phir trading start karen...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X