Daily ki base pe self motivation and check daily performance ka faida
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Daily ki base pe self motivation and check daily performance ka faida
    Dear members ma ye kehna chahuga humay rozana har surat apnay ap ko motivate karna chaye check and balance krna chaiye apni daily ki trading report ko kya performance hum ne ki kahan mistakes ki unko daily note kro k ye mistake mujhey again nai krni iss tarah se ap ka trading result anay walay time mei acha hoga improvement essi tarah hogi exper traders essi tarah k daily k plans pe chaltay huway khud ko achi tarah follow kartay hain tabhi success hotay hain
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Koi Banda Be expert Pehle din se nahi hota expert banne ke liye Kafi mehnat karni parti hai aap Agar Kahe Ki Main Pehle Din start karo aur Pehle Din Se Mujhe profit Hona shuru ho jaye aur sab cheezo ki samajh Aa Jaye Toh Aisa nahi hota is ke liye Kafi zyada time minute or devotion Ki Zaroorat Hai isliye aaj se abhi Se Apna Pehla Din Samajh Kar Apne learning start Kare aur daily kuch na kuch sikhe just say aap ek din acche aur expert trader ban Jayenge.
    • #3 Collapse

      Ji bhai bilkul humein apni galtiyon ko ignore ni karna chahiye humein roz k working ko dekhna chahiye aur apni jo jo galtiyan hain un ko dekhna chahiye taky hum wohi galtiyan dobara na karein is sey humein faida ye ho ga k hmari skills hmari knowledge mein izafa hota hay aur hamein ye karna chahiye
      :1f63b:​BE HAPPY
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
        Dear members ma ye kehna chahuga humay rozana har surat apnay ap ko motivate karna chaye check and balance krna chaiye apni daily ki trading report ko kya performance hum ne ki kahan mistakes ki unko daily note kro k ye mistake mujhey again nai krni iss tarah se ap ka trading result anay walay time mei acha hoga improvement essi tarah hogi exper traders essi tarah k daily k plans pe chaltay huway khud ko achi tarah follow kartay hain tabhi success hotay hain
        Daily Jo trade karte hai agar Uske analysis daily Karenge hum ne Kitna profit Banaya Ja Hame Kitna class 12 wo Hamare liye better Hoga Jhonke Se Hamara routine work achha Ho Jayega aur Hamari trading Main Bhi Rahegi
        • #5 Collapse

          Ap ney bilkul sahe kaha ha daily ki report humay apni dekhni chaiye takay kahin mistake kr rhay hon hum koi b big issue ho usko hum sath cover karen aur mistakes ko improve karen iss trah se hum big loss se bachay gay motivation ki bohat value hoti ha jab koi trader planing k saath kaam krta ha tabhi success hota ha wo khud ko motivate kr sakta ha k jo mistakes aaj ki hain inko mai ainda nai kruga aur mujhay eska barpur faida hoga ye best motivation hoti ha
          • #6 Collapse

            Bilkul sae kaha bhai hamain daily basis par apni trading ko check and balance karna chahiye hamain chahy kay ham daily check karain kay apnay target aur strategy par he kam kar rahy hain na jo planning hai usi kay mutabi account manage hai agr kahin koe mistake hai to hamain chahiye usko foran door karain aur successful trading ka raz yae hai kay ham proper aur regular ho kar kam karain apny targets ko check karty rahain aur mehnat karain
            • #7 Collapse

              Koi bhi expert Pehle din se nahi hota expert banne ke liye Kafi mehnat karni parti hai aap Agar Kahe Ki Main Pehle Din start karo aur Pehle Din Se Mujhe profit Hona shuru ho jaye aur sab cheezo ki samajh Aa Jaye Toh Aisa nahi hota is ke liye Kafi zyada time minute or devotion Ki Zaroorat Hai isliye aaj se abhi Se Apna Pehla Din Samajh Kar Apne learning start Kare aur daily kuch na kuch sikhe just say aap ek din acche aur expert trader ban Jayenge.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                bilkul humein apni galtiyon ko ignore ni karna chahiye humein roz k working ko dekhna chahiye aur apni jo jo galtiyan hain un ko dekhna chahiye taky hum wohi galtiyan dobara na karein

                اب آن لائن

                Working...
                X