Chart patterns must read

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chart patterns must read
    ASLAMUALEKUM bohat se loog technical trading main ek bohat he powerfull aur bohat he usefull indicators ya drawing tools ap jo alfaz use karna chahen kar sakty hain se na wafizq hain jin ko hum chart pattern kahty hain aur yeh topic bohat he lengthy aur powerfull hai tamam group members iss thread ko complete read karen main iss series py mazeed thread le k aun ga kun ke is topic ka ahata ek thread main mumkin nahe hai iss thread main ap ko main bataun ga ke chart pattern kahty kise hain inn ka use kya hai inn k name kya hain yeh kitne types ke hote hain yeh kahan kam karty hain inn ke limitations kya hain

    Q-What is a chart pattern??????????
    A-Price ke aese movement back and forth jise se auto py aese drawing ban jae jase geometry main hoty hain aur ap naked eye se un shapes ko dakh saken

    Q-Chart pattern ke types kitne hain?
    A-Chart pattern ke bohat se types hain lekn 2 catagories hain main jo ke hain continuation pattern,Reversal pattern

    Q-Kya chart pattern ko kamyabi se use kiya ja sakta hai?
    A-G haan bilkul kiya ja sakta hai balky pechle kitne decedas se kamayb traders even k banks bhe chart pattern ko lazmi consider karty hain

    Q-Thread create karny ka maqsad??
    A-Yeh to sirf introduction hai mazeed iss series main bohat he powerful le k ane wala hoon jis se ap wo seekh saken ga jo ap ne pahle nahe seekha ho ga.aur mara yeh thread create karne ka maqsad hai ke main ap main se koe ek bhe successful ho gaya to iss mehnat ka haq ada ho jae ga

    ISS thread main sirf chart pattern ka intro karana maqsood tha next threads main tafseel se ek ek pattern ko disscuss kea jae ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Wa alaikum assalam dear what a stunning thread, is tra k motivated expert ki zaroort hy Pakistani logon ko ta k log apny paon pe khary ho sakain, yes dear kisi aik single thread main ap chart patterns ko byan nai kar sakty is k liye apko apni tehreer ko aisy likhna hoga k people can visualize the scene.. i hope k ap hmary newbies ko achi guidelines dain gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
      ASLAMUALEKUM bohat se loog technical trading main ek bohat he powerfull aur bohat he usefull indicators ya drawing tools ap jo alfaz use karna chahen kar sakty hain se na wafizq hain jin ko hum chart pattern kahty hain aur yeh topic bohat he lengthy aur powerfull hai tamam group members iss thread ko complete read karen main iss series py mazeed thread le k aun ga kun ke is topic ka ahata ek thread main mumkin nahe hai iss thread main ap ko main bataun ga ke chart pattern kahty kise hain inn ka use kya hai inn k name kya hain yeh kitne types ke hote hain yeh kahan kam karty hain inn ke limitations kya hain

      Q-What is a chart pattern??????????
      A-Price ke aese movement back and forth jise se auto py aese drawing ban jae jase geometry main hoty hain aur ap naked eye se un shapes ko dakh saken

      Q-Chart pattern ke types kitne hain?
      A-Chart pattern ke bohat se types hain lekn 2 catagories hain main jo ke hain continuation pattern,Reversal pattern

      Q-Kya chart pattern ko kamyabi se use kiya ja sakta hai?
      A-G haan bilkul kiya ja sakta hai balky pechle kitne decedas se kamayb traders even k banks bhe chart pattern ko lazmi consider karty hain

      Q-Thread create karny ka maqsad??
      A-Yeh to sirf introduction hai mazeed iss series main bohat he powerful le k ane wala hoon jis se ap wo seekh saken ga jo ap ne pahle nahe seekha ho ga.aur mara yeh thread create karne ka maqsad hai ke main ap main se koe ek bhe successful ho gaya to iss mehnat ka haq ada ho jae ga

      ISS thread main sirf chart pattern ka intro karana maqsood tha next threads main tafseel se ek ek pattern ko disscuss kea jae ga
      Hum Jab Forex trading Mein trade laganeka mind Bane toh Hame chahiye ke pehle Chade baby market ke friend ko Jarur watch Kare Kise Se Hame trading karne mein Kafi help Milegi Aur Hum Chod ke jariye se friend ko bhi achcha samajh Sakenge

      اب آن لائن

      Working...
      X