forex me emotions par control
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me emotions par control
    dear members forex me emotions par control karna boht he zarori hota hai chahy wo emotions ap ko loss ki surat me hain ya profit ki surat me, emotions ap ki skills ko chupa dety hain or ap apni zahanat kho dety hain

    ap sab kia kahty hain es bary me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aksar margan se zyada profit aa jany se emotions barh jati hen jo k next trade mein loss ka baes ban jati hen.esly hamesha tahamal se kam lain chay profit ho ya loss ho.jazbat pe control rakhen aur trade lagany k lye sahee time ka wait karen.ap khud b loss se bachny ki koshash karen.
    • #3 Collapse

      ji fporex main kamyabi k lie humain emotions py ht control karna huta hay agar profit k lie b lalach zada karain gay tu b nuksan uthayegy aur loos k lie b parishan hujaegy to b nuksan uthayegy humain apni knowledge aur skill ko nazar main rakhtay huy emotions py control karty huy trading karni chaie
       
      • #4 Collapse

        forex sy humara future secure hujata hay agar hum achay sy forex ko ssekh kar aur ksi achay indicator ki madad sy ya to forum sy ya insta ki news anytlysis sy madad lay k trading karain to ye buss asa hay k humain profit day sakta hay acha khasa isy hum aram sy ghar baithay b kar saktay hain
         
        • #5 Collapse

          Dear friends forex ak bht hi wassee buisness ha .is main jitna achi trah smjho utna hi faida data ha .asa dakha gya ha jb kisi ko profit ho raha hota ha to wo bht khush hota ha .or over trdaing krny lagta ha is se aksar us ki trades market ky mutabik nahi hoti to loss ho jata ha isis tarh loss mai trader bht mayoos ho jata h ky bs ab is k bad kuch nahi sb khatam asa bhi nahi hona vjaye .matalb ye k apny emotions ko cntrol main hi rkhna chaye .sanbhal kr chalny main hi faida ha .
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SGMaina5 پيغام ديکھيے
            Dear friends forex ak bht hi wassee buisness ha .is main jitna achi trah smjho utna hi faida data ha .asa dakha gya ha jb kisi ko profit ho raha hota ha to wo bht khush hota ha .or over trdaing krny lagta ha is se aksar us ki trades market ky mutabik nahi hoti to loss ho jata ha isis tarh loss mai trader bht mayoos ho jata h ky bs ab is k bad kuch nahi sb khatam asa bhi nahi hona vjaye .matalb ye k apny emotions ko cntrol main hi rkhna chaye .sanbhal kr chalny main hi faida ha .
            kamyabi k lie humain emotions py ht control karna huta hay agar profit k lie b lalach zada karain gay tu b nuksan uthayegy aur loos k lie b parishan hujaegy to b nuksan uthayegy
            • #7 Collapse

              Forex main Kamyabi isibat ki gaurentee pe ha k apny emotion ko control ki jye k jb bht acha profit ho to khushi main over trading na ki jye.or ager loss ho raha ha to apny dil ko n hary loss se seekhna lazmi ha k ki or kahan koi galti hui to los huw or us ko cover krny ki koshih krni chaye.
              • #8 Collapse

                Yes sir Forex Trading business main humain first demo account main practice say emotional ko control karna chahyie, and also emotional ko hum control only low risk per trading karnay say hi kar saktay hain, mostly traders low capital say high risk per trade kartay hain and loss ki surat main emtional ho kar another trade without any analysis kay laga kar big loss kar lety hain.
                • #9 Collapse

                  bhai emotions ka a jana natural baat hai lekin main aap ki bat se itefaq krun ga keh her surat mein aap ko apne emotions ko contyrol rakhna chahye chahe wo emotions loss mein a rhe hun ya wo emotions ap k profit ki wjha se a rhe hun apko control krna chahye ni to aap emotions me beh ker koi nuqsan utha len ge
                  • #10 Collapse

                    forex trading business mein emotional ho kar trading nhi karni cahaiye kiok agr emotional ho kar trading kartay han tu koi mistake ho sakti hy aur forex trading business mein mistake se hi loss hota hy kiok emotions se kabhi achi trade open nhi kar saktay aur mistake se ap ka account bhi wash ho sakta hy
                    • #11 Collapse

                      dear friends, forex main koi bhi trader emotional us wakt hota hay jab usay loss ata hay ya profit ata hay...en dono sorto main agar woh normal rehtay hay to market ko achi tarah analyse kar pata hay aur next trade sahi open kar pata hay but agar woh emotional ho jata hay to market ko sahi tarah analyse nai kar pata jis ki waja say usay loss ata hay.
                      • #12 Collapse

                        g bilkul forex treding m kam krny k liy hmy apni emotion py qabo rakhna prta hy q k forex treding boht hi risky r denjros hy es m hmy loss bar bar face krna prta hy jo hm afoud b nhi kr skty hmara acount b es m wash ho skta hy ak hi tread m es liy hmy es m experions r knoliged hasil kr k treding krni chahiy r apni emotion py qabo rakhna chahiy q k loss forex ka hisa hy es liy dil brdashta ho k ya emotnil ho k forex ko bora bhla kahny ki bjy hmy es m sbr sy kam Lena chahiy .
                        • #13 Collapse

                          Re: forex me emotions par control

                          forex mai emotions hamara dusman hain hamy is ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: forex me emotions par control

                            hanji dear hamen sab say forex main emotions k hi control karna chaea emtion main a kar ham bohat galt faisly kar jaty hian jo kay hamen loss ki shakal main milty hain is lea hamen trading say pahly apny dimag ko relex akr laina chaea or aik pur skon mind say trade karni chaea ta kay ham apny pory experice kay sath trade lgain or cnfidence say us say profit gain karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex me emotions par control

                              Forex trading business mein Jo trader apne emotions ko control kar sakta hy wo hi forex trading business mein kaamyaab ho sakta hy kiok emotions ko control karna zaroori hy agr hum emotional ho kar trading kartay han tu is se koi mistake ho sakti hy js se account wash bhi ho sakta hy emotion ko control karna zaroori hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X