Impossible to success in few days
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g bilkul few days me success impossible hy is liye jitna ho saky hard work kry kuch log yeh sochty hy ky agr aik bar wo forex ki basics seekh ly to zada sy zada earn kr sakty hy but its wrong asa nhi hota success ky liye proper mehnat krna padti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes its impossible if you work hard agar aap is business mein ziada se ziada mehnat kartey hein aur is business mein money managment aur risk management ko follow karke is market mein trade kartey hein to aap always is business mein bohot hi jaldi succesful tradeer ban saktey hain.
      https://t.me/pump_upp
      • #18 Collapse

        Bhai ap any bahut he acha point highlight kea ha me apki bat say agree krta hun aur mera bhi yeh zati khayal ha k forex ko kuch dino main nai seekha ja skta forex ko seekhnay k leay acha khasa time chaheay. Kyun k experience practice say ata ha aur baghir practice k forex ki sahe samjh nai ati so kuch din demo pay practice kr k yeh samjh lena k forex seekh li to yeh ghalt concept ha. Forex main kamyabi k leay ziyada say ziyada time dena ho ga aur phir demo say real ki tarf ana ho ga.
        • #19 Collapse

          Slow and steady wins the race. Forex trading na to ik din aur raat mai seekhi jaa sakti hai aur na kamyaabi ho sakti hai. Trading mai lagaatar efforts se hi kamyaabi mumkin hai.
          • #20 Collapse

            Han gee Forex short time men sekha nahen ja sakta iss par muhart men kafi waqat lagta ha aor sabar se knowledge men izafey aor practice par tawaja detey rahna chahiay
            • #21 Collapse

              Yahan Par aap bahut kam time Mein Boss 11 earning nahi kar sakte hai agar aap Yahan Par maximum earning karna chahte hain to aapko Yahan Par maximum time bhi Dena hota hai Jitna Jyada Abhiyan par kam karne ke liye time Dete Hain market mein aapke liye Itni Zyada earning increase Kati jati hai aapko bahut Yaad Aata Hai Jiski wajah se aap ki investments acchi Ho Jati Hai
              • #22 Collapse

                ji janab apne bilkul theek kaha janab waqui hum kabhi bhi kuch dino main successful nahi ho sakte jo log aisa sochte hain ke woh foran se successful hojainge to woh hi sab se ziada lalchi hote hain aur wohi log patience na hone ki waja se loss karte jate hain aur kabhi bhi successful nahi ho sakte so mere khayal main patience karna chahye aur knowledge aur experience le ke kaam kia jae tabhi successful ho sakte hain
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
                  Dear friends aksar new members ki big mistake hoti hay wo samjhtay hain hum foran se seekh jain gay thoray sey days mei aur real trading start kar den gay wo ye kartay hain kay thoray se din demo pe work keya thori si basic learning ki aur real pe earning kay liye ajatay hain jab kay unko ye samajh honi chaye kay proper knowledge full learning chaiye tab ap best trading start kr saktey ho forex sirf few days mei kisi b new trader ko samajh nai aa sakta esko seekhnay samjhnay skills bananay kay liye bohat time darkaar hota hay hamesha newbies best learning kay bad real trading start karain
                  Assalamualaikum DY aapne bilkul theek Kaha K Agar Hum Yeh Soch kar baith Jayenge Hum Kuch Dino Mein a commutator Ban sakte hain to Yeh aap ki galat fehmi hai trading Mein Kamyab hone ke liye aur successful trader banne ke liye aap ko Kafi minute aur mahino ki experience Hasil karna padega abhi aap a commutator Ban sakte hain
                  • #24 Collapse

                    g han apnay sahi kaha ha.jo bi new user is business mian a tay hai.wo atay hi is business mian profit ko earn kerna cahty hai.mager main unko batana cahta hoon kay trading kabhi bi trader ko is tarha say profit nahi dati.jis kay pas is business ka knowledge and experience hi na ho.or jab is tarha kay trader ko loss ho jata ha to fazool main mind karty hai.sab say bari waja unki kud ki hi hoti ha.is liya trading ko kabhi asan na samjho..
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Asslam o alaikom g me ap ki bat se bilkol agree karti hon koo bi kam hai wo karnay se ata hai kisi bi kam ko seekhnay me jald bazi se kam nahi lena chahiye har cheez ka ek perfact time hota hai jo log bi trading ka shoq rakhtay hai un ko chahiye ke ziada nahi to kam az kam 6 month forex forum pe kam zaror karay yaha se achi traha se learn karnay ke bad experiens hasil karnay ke bad wo demo me jain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X