koi bhi loss ya profit chhota nai hota!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    koi bhi loss ya profit chhota nai hota!
    Dear forex members meri advice he k kbhi bhi profit ko chhota ya kam mat samjhen q k chhita chota profit mil kr bara balance banata he,isi tarah koi bhi liss chhota nai hota ,bilfarz ap koi trade baghair analysis k lagty hen is niyyat se k loss hua to thora sa hoga mgr ye bhi ho sakta ap k mind k opposite trade move kr jay aor loss barhta jay to? Lihaza loss/profit ko under estimate mat kren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han bhai forex trading mn loss ho jay ya profit tu ya loss aor profit kam ya chotta ni hota as liay kbi bhe trade krty hoy ya na sochen k kam loss hoa hai q k har achi ya loss wali trade ki shuruat chotty loss ya profit sy hoti hai.
    • #3 Collapse

      Dear friends app sub ny billkull theek kaha forex trading main successful trader binany k liay zarori hy k app forex trading main choti sy choti galti ka analysis kery takeh dobara na ho , dear friends app ko chaheay k jb app ko loss ho ap apni galti point out kero , jb profit ho us pe aor practice kero.
      • #4 Collapse

        g bhai mn ap ki bat sey agree kerta hn kih loss or profit ki aik muqarar had honi chahiye kun kih jb hum is mn limt ni rakhen gey to ager humen thora loss hoga to hum yeh lalch karen gey kih kia pata market ki movement haarey haq mn ajaey or hum loss sey bch jaen to merey bhai is galat fehmi mn hm ko ziyada loss a sakta h ku kih aik sucessful trader merey khiyal mn apni limt rkhta h or jb wo loss limt acceed kerta h to wo apni trade foran close kam ker daita h jis s wo ziyada loss s bch jata h
        • #5 Collapse

          g bhai ap ny bilkul sahi kaha aur ye khami kafi saary traders mein hy chahy koi senior ho ya junior k woh choty loss ko ziada importance nhi detey jiski wajah sey unka capita,free margin aur equity aahista aahista kam honay lagty hain aur unhein baad mein preshani ka saamna krna parrta hy
          • #6 Collapse

            Assalam o alikum dear me ap ki nat sy itfaq karta hon loss ko hamen easy nhe lena chahye loss chota ho ya bra hamen ignor nhe karna chahye or loss hony k bad zahan pe bhi sawar nhe karna chahye.
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha jab hum ko loss hota ha to per hum ko apni mistake ko ignore nhi karni chaheya q ka ager hum apni mistake ko ignore karta ha to per hum ko es sa big loss ho sakta ha es leya kabi small or big loss ko ignore nhi karna chaheya..............
              • #8 Collapse

                g bhai bilkul ap ne thek kaha hai profit koi b chota nhi hota profit thora thora jama ho kar he aik big profit banta hai or account grow up hota hai or loss koi b chota nhi hota na he loss kabil bardasht hota hai es me apka account wash ho jata hai kuch hi minto me es lye pahly market ko analyse karna boht he zarori hai
                • #9 Collapse

                  aslam o alikoum dear brother aap nay teak kaha hai kay agr aap ka profit chota bhi ho too us ko chota nhe samjh na chahaiy balkay koishish krni chahaiy aur agr loss bhi ho to wo bhi cover ho jata hai es laiy aap nay kisi bhi chaz ko koi chaz choti nhe samjh ni chahaiy
                  • #10 Collapse

                    G Bhai kabhi bhi loss ya profit chota ni hota ...ham mostly yahi sochty Han keh loss hua hai chlo khair hai Thora SA hua hai Jo bahot Galt hai kahin asa na ho ham chota chota samjhty rahyn aur woh loss Kal ziada ho Jay to agr loss Thora ho to ham ko sochna chahya keh loss ku hua hai Kahan Meri galti hai usko thek karna chahya ta keh next time loss na ho pay aur ham cover Kar Lyn ..same asa profit mein bhi hai agr ham ko profit hota hai tub bhi hammko apni trade dakhni chahya aur dakhna chahya keh profit hua hai to kasy hua hai Kia satragety lagai hai Jo profit Aya hai aur usi satragety ko AP next time bhi use Karan ta keh profit ziada ho aur yahi routine bana lyn ap...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: waheedakbarkhan پيغام ديکھيے
                      Dear forex members meri advice he k kbhi bhi profit ko chhota ya kam mat samjhen q k chhita chota profit mil kr bara balance banata he,isi tarah koi bhi liss chhota nai hota ,bilfarz ap koi trade baghair analysis k lagty hen is niyyat se k loss hua to thora sa hoga mgr ye bhi ho sakta ap k mind k opposite trade move kr jay aor loss barhta jay to? Lihaza loss/profit ko under estimate mat kren.
                      Salam Bhai Mary khayal ma ager him logo ko start ma loss ho rha ha ya phir chota profit hota ha ko him ko hemat nhi hrni chya kau ky chota loss ya phir profit kamyabi ki phli seerhi hoti ha jis ky bad him log zayda profit bi bna skty ha
                      Removed by Moderator.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X