Zahen per loss ka dar rakh kar trade karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zahen per loss ka dar rakh kar trade karna
    Agar aap kay zahen mein yeh baat pahele ss maujood hai kay aap ko trade mein loss ho tou aap lazmi aisay kaam karain gay jis se aap ko yaqeeni loss ho ga iss lye loss ka zahen mein rakh kar trading na karain balkay jab bhi trade lagain tou full confident ho kar aur positive thinking kay sath trade open karain aur risk zaroor lain lakin aik limit tak please comments according to your experience thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trading me loss ka dar mind me hona hi nahi chaye, demo ki practice esi ley ki jati hay key hamary mind se loss ka dar nikal jaye, jo traders loss ka dar mind me rakty hey esy traders ko stop loss ko zeyda use karna chaye, loss kesi na kesi waja se hi hota hay magar loss factor ko kam apny expernice aur trading knowledge se hi kia ja sakta hay.
    • #3 Collapse

      dear main apki baat sey totally agree krta houn aur merey khayal sey ye khaami unhi logon mein hoti hy jinka confidence bilkul nhi hota ya phir new traders mein ye problem hoti hy to mera unhein yehi mashwara hy k pehly wo demo account py achi practice krein is sey unka confidence aur experience dono mein izafa ho ga aur unhein real trading mein ziada mushkilaat ka saamna nhi krna parry ga
      • #4 Collapse

        g bhai mn ap ki bat per agree kerta hn asal yeh problem ziyada ter un junior trader mn hoti h jo kehtey hen ager humen profit na mila to hum loss mn per jaen gey un ko chahiye kih wo apna confidence bnaen or demo account p prectice karen to is un k knowlgde mn izafa hoga or experience bhi ho jaey ga to or loss s bch jaen gey or acha profit earn ker saktey hn
        • #5 Collapse

          Dar (fear factor) hmesha ulty wrond decision krwata he. Dar ko apny andr se nikal den. ApniApni trade ful confident ho kr lagaen aor phir us me loss ko zehn me mat laen.
          • #6 Collapse

            Assalam o alikum dear apki bat sy itfaq karta hon . me apni ray me ye khon ga k jsi neyat wesi murad agr ap zahan pe loss ka dar hy ap ki yaqenan loss he hoga. lehaza musbat soch rakh kar dradung karni chahye.
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager hum trade karta waqat pala sa loss ka bara ma sochte ta ha to per hum ko profit kase ho ge es leya apko apna mind relax or profit ka rakna chaheya to per kaam baan sakta ha ..............
              • #8 Collapse

                Ji Han Bilkul Agar Apko Loss Howa Tou Howa Khair Loss Hone Ki Waja Note Krke Agye Barhain Kindly Agar Ap Trading Ke Waqt Apne Loss Ko Zehan Par Sawaar Kreinge Tou Tou Ap Kabhi Bhi Success Full Trader Nai Ban skenge Aur Profit Gain Nai Karskenge & Hamesha Loss Hone Ki Waja Ko Find Out Krein Aur Learn Krein Aur Us Mistake Ko Again Hone Se Bachein.
                # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Agar aap kay zahen mein yeh baat pahele ss maujood hai kay aap ko trade mein loss ho tou aap lazmi aisay kaam karain gay jis se aap ko yaqeeni loss ho ga iss lye loss ka zahen mein rakh kar trading na karain balkay jab bhi trade lagain tou full confident ho kar aur positive thinking kay sath trade open karain aur risk zaroor lain lakin aik limit tak please comments according to your experience thanks
                  Bhai Mary Khalay ma ager him logo ko forex ma kamyab trader banana ha to is ky leya sub sy phly him logo ko apna mind ko fresh krna hoga kau ky ager him log profit or loss ky dar apny mind ma rakh kr trading krty ha to him log ghalat trad bi open kr skty ha or him ko nuksan bi ho skta ha
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    hum jab trading karty hain to humain is main loss tab hota hay jab humain is main leanring nai hoti hay humain is main agr success hasil karni hay to humain trading main learning kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main achy say profit hasil ho saky or humain loss nai ho
                    • #11 Collapse

                      a man gets for what he has done ap ko ye dar nh hona chahye k loss hoga bal k apko khud pay yaqeen hona chahye k aisa krny say meri growth pay kia effect hoga or apko apni samjh boojh k mutabiq hi chalna chahye ye matter nhi krta k apko dirf loss hoga ya sirf gain
                      • #12 Collapse

                        g haan bhai jaan zihan par loss ka dar trade na kare q k agar ham as main asea karen ge tu ham ko as main loss bhi hosakta hai aor ham ko aesa hi karna chahiy hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Zahen per loss ka dar rakh kar trade karna

                          forex mai hamy apny andar ky fear ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy oss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Zahen per loss ka dar rakh kar trade karna

                            forex aik real business hain jab hum is mai kam karty howe howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy apne galtiyo ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain forex aik international business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zahen per loss ka dar rakh kar trade karna

                              forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik real business hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamare learning mai azafa hota hain hum internet py babypips py learning hasial kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X