Over trading se kya murad hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading se kya murad hai?
    Over trading ussay kehtay hain kay jab aap kay pas balance zayada ho aur aap greed kay chakar mein aa kar bahut sari trades open kar lain aur phir aap unn ko control na kar sakain tou iss tarah aap ka account wash ho jaye ga aur issi lye forum per aksar bataya jata hai kay over trading hargiz na karain aap iss per kya comment karain gay thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul dear brother hamen over trading see door rehna chaie aor kbhi bhi lalach men nai ana chaie bhot mehnga par jata ye Thora sa lalach ark trader ko mushkil men deal ke us ki account wash ho sakty he islie mere ye zati Raye Hy aek hi trade open Kia kren
    • #3 Collapse

      over trading ka matlab hay key ham zeyda high risk le kar trading karty hey, market ko agar analysis kar key trading ki jaye jes me loss key chances na ho aur ham agar big lot size laga be dety hey to es ko ham kabi be over trading nahi samj sakty magar without market analysis key agar big lot size ko use kar key trading ki jaye to 100% app ki blind over trading ho gi jes ka result big loss me hamy milta hay.
      • #4 Collapse

        yes brother over trading khatar nak hai meri trade b aisay hi phansi thi 800$ ka loss howa tha phir mujhay ja kar forex aay main ek galty ek bar hi karta ho galti pe galty thik nai rehty is se koi b trader kabi b forex nai sikh sakta jab tk wo apna mode change na kare mera new trader ko mashwara hai kabi b zaida trade open na kare khud apny galtio se sikhnay se behtar hai 2nd logo ki galtio se sikh lo
        • #5 Collapse

          over trading osay kehtay hain jub hum apnay account par aik se zada trades open kartay hain hun big lots ka b use kar letay hain over trading me hamara risk bohat zada hota jis se account wash honay ka dar hota ha over trading me yeh b form ati ha jub hamara market me technical analysis kay rule ko b baaz okat nazar andaz kar detay hain humainy kabi b zada trade open nehi karni chahiey is se humainy bohat zada loss ho sakta ha jis ko recover karnay me phr hum tention me
          a kar phr zada trades open karay gay is liey over trading nehi karni chahiey
          • #6 Collapse

            Dear over trading sy murad y hy ky hum jb hum lalach men aa jaty hen oor y nhi dekhty ky hum kis per trading kr rhy hen oor is market ka utaar chrhao kesa hy to hmin nuqsan uthana parta hy is leay itmnan sy oor dehan sy market dekh bhal kr trading krni chae.
            • #7 Collapse

              Re: Over trading se kya murad hai?

              Salaam Alaikum Janab Ne bilkul sahi Kaha main aapki baat ko Mangta Hoon karam karam main kaam kar raha hai to aana chahiye ki hum Apne trading co best Bana aur Hamein Jyada Se Jyada experiment
              • #8 Collapse

                Re: Over trading se kya murad hai?

                high risk le kar trading karty hey, market ko agar analysis kar key trading ki jaye jes me loss key chances na ho aur ham agar big lot size laga be dety hey to es ko ham kabi be over trading nahi samj sakty magar without market analysis key agar big lot size ko use kar key trading ki jaye to 100% app ki blind over trading ho gi jes ka result big loss me hamy milta hay
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading se kya murad hai?

                  Dear overtrading apney sahi kaha k 2, 4, 5, 7 ya phir 10 trades aur woh bhi bina kisi analysis k apney trades open karli aur yeh bhi nahi dekha k apki equity kitni hai apney account manage nahi kia lot size ko manage nahi kia natija yeh nikla k apney apna account wash karwalya tau aisa hargiz na karen agar ap beginer hai tau first of all ap sirf 2 trades karen aur us par focus karen k apney analysis aur forex k tamam rules and regulation sentiments aur money management aur technical analysis fundamental analysis sab sahi tarha se kar k tau trades lagai hain aur sath hi sath apney stop loss bhi lagaya hai ki nahi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading se kya murad hai?

                    Dear friend mai aap se Yeh Kehna Chahta Hoon ke overtrading Ka Matlab Hai Jaan Bujh kar loss karna Agar Hum overtrading Karenge to Hamein laws Hoga aur kabhi kamyabi nahi milegi
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading se kya murad hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                      Over trading ussay kehtay hain kay jab aap kay pas balance zayada ho aur aap greed kay chakar mein aa kar bahut sari trades open kar lain aur phir aap unn ko control na kar sakain tou iss tarah aap ka account wash ho jaye ga aur issi lye forum per aksar bataya jata hai kay over trading hargiz na karain aap iss per kya comment karain gay thanks
                      Assalamu Alaikum over trading ka kya matlab hota hai ki agar aapke paas $100 hain aur aap apna lot size $100 par hi set kar dete hain tu ja overtrading ho sakti hai Kyunki Agar aapke paas $100 Hain To sirf aap 30% Jani ke $30 per hi Apne trade ko open Karen Taake loss recover karne ke chances Bachchan

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X