Mt4 main free margin kyia hota ha ur ya kiss kaam ata ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mt4 main free margin kyia hota ha ur ya kiss kaam ata ha
    Dosto app mt4 ka down coroner mah iyk word dekhta ho jisa free margin khta hain ya kyia hota ha is ka bara mah detail share krta hain.

    free margin app ka capital par depend kr raha hota ha app jisa he trade open krta ho app ka free margin kaam hona shrow ho jata ha isa mah ya app ke trade limits ko show krwa raha hota ha jisa jisa app trader lagta jio ga usa close nahi kro ga tab tak app ka ya margin minus main raha ga jitni zyida open trade utni zyida minus mah raha ga hata ka ya total minus mah chla jata ha jiss ka matlib hota ha app mazeed koi trade open nahi kr skta app ko is ka positive mah hona ka wait krna pra ga ya positive mah lana ka lyia kush trade close krna hon ge.

    safe trading ka lyia apna free margin bacha kr rakhyia ta ka agr kush trade loss mah jyin tu app is ka baraks apni profit wali trade lga sko.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G haan bilkul aapny sahe btaya hay free margin kay baary main. Agar ham log free margin ka khayal nahi karin gy to aap samjhain K aapka account Khatre main par gaya hay. Aur us k baad aap koi trade bhe nahe laga sakty so hmesha trades lagaty wakt margin lazmi check karnaa chaheyy.
    • #3 Collapse

      Dear AP ne free margin ke Barry men bhot important bat batyi aor acha point raze Kia yahan pe maen Thora sa add karta chalon ke jab bhi ap free margin ka khyal rkhen get to AP us time ark good trader ban jayen q ke free margin bhi bhot important hota is see ham apna loss recovery Kar sakty lekin bhot Kam log is ki velue ko janty hen
      • #4 Collapse

        yes brother boht achi poste share ki hai lekin mere khyal main har broker ka apna apna rules hota hai insta to har trade par 2$ margin cut kar laita hai main ne exness par cent account open kya tha udhar aisa nai hota tha leverage b achi mil jaty thi idhar leverage hi boht kam hai bes hum ne phir insta k rules ka khyal rakhna ho ga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          dear free margin ka matlab ye hota hay key app apny deposit se zeyda margin ki trading kar sakty ho, agar ham 100$ ki investment karty hey aur broker ki taraf se hamy free margin nahi milta to 100$ par ham kesi be currency pair me trading nahi kar saken gey, free margin hi hamy forex market me trading karna allow kar sakta hay.

          اب آن لائن

          Working...
          X