Without analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    with out analysis we can not do the best analysis is th emost important factor we can analysis the things and can take the right decision at the right time
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      nhe g ager ap ka pass forex trading ka analysis karna ka experience nhe ha tu ap forex trading main acha work nhe kar sakta ap ko loss he hu ga forex main is leya jab b forex main enter hu tu sub sa phila forex main acha analysis kar lain taka acha work hu saka.
      • #33 Collapse

        dear forex mai boht c cheezian hain jin ko use kar k ap apna pfoit ko zyda kar skte ho so ap mehnat karo aur apnii life ko b enjoy karo sath sath acha earn karo ta k ap ko faida hb hasil ho...
        • #34 Collapse

          rules and regulations are must for the trading so there are analysis made for the special reason so that is must for us to use the trading analysis for the best trading and if we dont had to follow the analysing so then we will never get the profit from the trades.
          • #35 Collapse

            without analysis kamyabi na mumkin hai forex ke business me bas hardworking karne se he successful hua ja sakta hai aap ki trading agar achi hai is business me or aap analysis ke sath trading karte hue kaam karen ge to aap bohat asani se is me successful ban jaen ge .
            • #36 Collapse

              G han bilkul forex ma success hasil karne k leye real trading se pehle analysis karna bhot zarori..chart analysis kar sakte han..technical analysis kar sakte han aur market analysis kar sakte han ta k market k mutabeq invest kar saken..without analysis nai karna chayhe kyu k loss hosakta hai aur forex trading ma profit earn karna bhot mushkil hojae ga..
              • #37 Collapse

                forex treding biznees min hum ko cahye kah hum is bizness min ame analysis ko zyda se zuda ahtyat se kam karyn tabhi hum insta forex treding biznees min kamyab ho sakte hyn
                • #38 Collapse

                  analysis kar kay trade main anay say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain demo ko use karna ho ga ta kay humain market main loss km ho skay hard work karna ho ga
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #39 Collapse

                    kabhi bhi analysis ke bina to koi trade profitable ki he nahi ja sakti hai koi luck per agar profit de bhi jae to bhi agar aap ne sahi se mehnat ke sath kaam nahi kara hua ho to loss hote hain hamesha profits ke lye sahi time per trade karni chahiye or proper analysis ke sath ki jani chahiye .
                    • #40 Collapse

                      No never kabhi bhi forex market main analysis ky baghair successful trading nehi ki ja sakti agar ap without any analysis forex market main trades open ker lety hain tou apki trade kabhi bhi profit main close nehi ho sakti so trade open kerny sy pehly apko different analysis sy guidance ly leni chahiay
                      • #41 Collapse

                        Agar ao loog market may without analysis kaam karyen gay tu ap k lose karng k chances b increade ho jayen gay or ap itna asani k sath b kaam nahi kar oaye gay jitna requaired ho ga
                        • #42 Collapse

                          without analysis trading kabhi bhi nahee karna chaye ye to aik tukka hota hai jo kabhi lag jaata hai aor kabhi nahee is lye trading hamesha soch samajh kar karna chaye analysis karne k baad
                          • #43 Collapse

                            Trade karny sy pahly market ko samjna boht zarori hy aur market ko samjnay ka lay analysis karna parta hy agher ap market ko analysis kar ka trade karny gy to loss ka km chans hoty kayo ka ap ko andza ho jata hy ka market kas tarf movement kary gi jas ki waja sy ap profitable trade kar sako gy
                            • #44 Collapse

                              market ko analyse kiya bagair bi ap ki trade agar apko p[rofit de jiay tu asia kabhi kabhar hi hota hai ahr bar profit hi nai hota hai is surat me kyu kay ye aik tuka lagnay jasia hota hai ap confident bi nai hotay ahi kay ap kasuay trade karay ay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Market analysis woh hoti hy jis sey aap market key trend ko samjh saktey hain aur us key mutabiq trades laga saktey hain. Market analysis ko study krna buhat zarori hota hy aur is ko samjh kr hi hum market sey faida utha saktey hain. yeh aik risky market hy aur without analysis aap key big loss key chances barh jatey hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X