"Do you learn when you lose or make profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    @irshad123 yes I agree k learning process to chalta rehta hai chahe wo kisi b form me ho aur is se faeda he hota hai learning me to kuch jata nahi magar learning se you always get a clear view k ho kiya raha hai chahe wo beginner level pe ho ya advanced level.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      @sunnysumra yes umeed pe to duya qaem hai aur hum sab umeed karte hain to flourish in our business ub chahe wo kam kam ho ya ziada kam ho ya jesa b ka ho, umeed achi rakhni chahye and I think profit and loss luck pe bhi depend karta hai rather k sirf kam ka impact.
         
      • #18 Collapse

        Kisi bhi cheez me agar kamyab huna hai to pahle usau learn to karn ahoga ta k us k good ya bad points wazeh hujaen aur hum us k mutabiq apne kam ko kar sken. Lekin ye bhi hei k learning ka faeda bhi nahi agar usay practice na kiya jae like doctor practices what has been learnt.
           
        • #19 Collapse

          Ye to learning se ziada luck pe bhi depend karta hai that you get profit ya loss aur zaroori nahi k ap ko loss huga to he apkomis market k baray me pata chalega. Its always good to be on safe side aur pehle se thora study karlia jae naa k raw knowledge ko use kia jaey.
             
          • #20 Collapse

            Ek loss ki waja se you cannot blame your entire work ya challenge your entire knowledge. Loss and profit I think har business me hota hai aur risks ko tackle karna insan ko ana chahye na k ek loss ki waja se fear me mubtala hujaen k agay kam kese chalega
               
            • #21 Collapse

              ziada ooncha profit ka bhi I think nahi sochna chahye kyun k ziada ki demand kabhi kabhi bohat mehngi par jati hai jis ki waja se kam me loss ata hai. ALLAH ka shukar ada karna chahye jitna bhi profit ara hai aur usi me khush hujana chahye rather than demanding for more.
                 
              • #22 Collapse

                salam to all at this best forem and i think that yes we learn from lose or profit that is why it is very important to find the mistake so we learn a lot of things during trading in forex
                • #23 Collapse

                  It is indeed a well known saying a greediness is a curse ya lalach buri bala hai aur wo isi liye kaha jata hai k log kum arse me ziada ka sochte hain aur is soch ki waja se wo log aksar loss khate hain to aese soch se avoid karna chahye and always try to learn from your mistakes.
                     
                  • #24 Collapse

                    yes ager app ko abni garti ha ahsas hona chahiye dost . app ko order news do read krne k bad lagana chahiye because is se app ko trading mein asani hogi ....
                    • #25 Collapse

                      jub trade main profit a jaye to phir sub khud ko expert trader samaj lety hain aur mazeed learning and update nai lety hain lekin jub kiis ko loss ho jaye to wo preshaan ho jata hay aur wo loss say bachny kay laye aisy qadam uthata hay jis ki vaja say mazeed loss ho jata hay to loss ki sorat main preshan nai hona chaye bilkay hedging ko sue karna chaye aur stop loss ko istamal karna chaye
                      • #26 Collapse

                        @shehzad29 walaikum u ssalam. Yes indeed ye best forum hai jis me faeda hee faeda hai ek to best learning hujate he jo awwaleen faeda hai aur us k baad we also get bonus that is transferred to our insta forex account aur wahan se hum jo hain usay trade me use karsakte hain.
                         
                        • #27 Collapse

                          asalam u alaikum apne bhot acha thread post kia lekin me to yaha naya aya hon is liye is barey me mujhe kuch zyada pata nhi hai or me forex k barey me zyzda se zyada knowledge hasil karna chahta hon ye bhot acha blog hai is se acha blog shayd koi or nhi hai g han zaror her bat sey koi na koi knowledge milti hai humein seekhney ko... ...
                          • #28 Collapse

                            Forex me ap ko ko us waqt learning hoti hai jab ap ko loss hota hai. Jan ek new trader forex me ata hai to us k pass knowledge or experience kam hita hai jis ki waja s us ko loss hota hai jis ki waja s ya to forex ko leave kar jata hai ya pher loss ki reasons ko find karta hai or kaafi learning k baad wo best trade karta hai or apne loss ko recover kat leta hai. Is liye loss hi ap ko learning deta hai profit nhi.
                            • #29 Collapse

                              g han bhai is main learning kaa kaam jari rahata hay apko chahye k ap is main kaam karty howe zyada say zayda tawaja say kaam akrian ap is main jitna zyada time dain gay apko utna hi seekhny ko mily ga or is main ap profit or loss dono say hi experience gain karty hain or seekhty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                daer ap ko jub kisi busines me loss hota ha ya profit hota to ap los ke nature ya profit ke nature ko dakhte kae los ya profit hame kasa hasil howa ha to es chez ko age busnes me use kar hum los se bach or prfit zyda hasil karte ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X