Dosto trading ka doran kafi stress ho jati ha ya normal ha har kisi ka sath hota ha computer ke rayaz damag ko thka deti hain app apna mind ko kiss traha sa fresh rakh skta hian
suba fajar ka time uthin nmaz parh ke asia session join krain phir app apni posting makmal kr layin. phir app din mah time mila to apni trader check kr lain har waqt pc par mat btaha rain. phir dobra jab newyork ka session start ho to pakistan ka waqt ka matbi shaam 5 sa isaha tak trading krain phir skoon sa so jyin yahi meri roteen ha app is bara mah kyia khta hian..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим