"Is the loss many times is just bad luck or other factors?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader ko loss hota hai or baz ko nahi hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      mra khayal haa kaaa aap ki market stretigy thek ne the jis ki wajjah saa aap ko nuqsan hua haaa aagr aap ko experince nehe ha tu phla demo account sa practise kr lain phr sa dubarareal account kholna ok
      • #93 Collapse

        mai is ko bad luck nai smjht mai smjht hoo ye sab loss hona bar bar hmari apni galtiyon ki waja se hota hai ager ham is ko matlb apni ghaltiyon ko dhoond ker is mai ghor o fikar krain to yqeenan ham ek din zaroor kamyaab ho jain gay is mai
        • #94 Collapse

          its an important issue in forex business that Is the loss many times is just bad luck or other factors? I think kbhi kabar bad luck or kbhi kabar or bohat se factors hoty hain for example lack of knowledge.. experience...mental stress.. over confidence and taking short cuts are some of the main reasons of failuar so avoid all that things to increase your earning
          • #95 Collapse

            loss aik normal factor ha forex trading mein jab bhi hum trade open krte hain hamare mind mein 50 50 % chances hote hain kah loss ho skta ha and profit bhi magar hum is loss ki percentage ko kam kr skte hain agar hum proper trade open krna seekh leen and analysis skills develop kr leen to.
            • #96 Collapse

              Jab aapko lagataar loss ho raha ho to aapko chahiye ky aap log apny loss hony ke wajah soochyn mera khayal yeh hy ky aapog ki na koi ghalti repeat karr re hyn.Aapko jabbhi koi problem ay to aapko chahiye ky aap usko solve karny ka har tareeqa aazmayn taaky aap kamyaab hon aur aapko loss na ho.
              • #97 Collapse

                • #98 Collapse

                  loss ka bar bar ana is bat ko zahir krta ha keh ham main knoweldge nhi ha aor ham ko learning ki zaorat ha aor jb ham learning achi krain gy tb hi ham ko market man sahih profit bna lany main help mily gi
                  • #99 Collapse

                    agr experience trader se loss ho tu ho sakta hai k bad luck lakin zeda ar apni he galtiyoun ki waja se loss hota hai jesa k aap ko dekha ho ga k newbies ko jo loss hota hai wo tu kai technical mistake shoti hain un ki
                    • #100 Collapse

                      Bhai jaan hume loss luck ki waja se nahi hume loss hamare laalch ki waja se hota hai hum agar is kaam me lalach karna chor dain to hum kabhi bhi forex se loss nahi karen ge.......
                      • #101 Collapse

                        always trade with some better strategy in the market to make positive pips in the market to become successful trader.one cause of loss is lack of experience at any given time of the day, the failure of a trade to learn from his loss will make hime to continue to make the same mistakes over.
                        • #102 Collapse

                          nahi dear is mein ap ko jab loss hota hy to si emin ap koi ghalti karty hen to is mein ap ko sekhna chahye k ap kia ghalti kar rahy hen k ap ko loss ho raha hy is mein jo bna sekhy trading karty hen un ko hi bar bar loss hota hy.
                          • #103 Collapse

                            Luck has little role to play in tradings. What actually and most importantly matters is your knowledge of forex, ur understanding of forex and your experience of forex. These things sum up to build up your skills. So you cant really blame ur losses on luck entirely
                            • #104 Collapse

                              assalamo alaikum dear aap ne sahi kaha hai forex aik business hai aur profit aur loss es ke parts hai aur loss karne se trader ko knowledge hasil hota hai aur learning karta hai apne mistakes ko sahi karta hai sirf luck se kaam nahi chalta
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Yes my dear forex trading ki is online working main lose ko bohat see reasons ho sakty ha jin main say kuch ya ha k hum is forex trading main working start karna say pahly hum is forex trading k experience gain nai karty or bas trading start kar daity ha jis say hum lose hota ha or be bohat say factors ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X