"Use Fear As A Motivation?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    fear kabhi nhi karna chahiye jo jitni mehnat kare ga us ko utna he zyada better result hasil ho ga forex ke business me is lye fear ki jaga apne aap ko motivate karna chahiye or jitna zyada ho sake forex ke business me hardworking kar ke chalna chahiye .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Sir ap log theek kah rahay hain mager is may ap ko sab say pehlay to apna fear ko door kerna hota hai is kay baad hi ap log kisi aik kaam may kamayb ho saktay hain waisay nahi jab takk laalach and fear door na ho ga apko kucn nahi milna hai
      • #18 Collapse

        Trading mai profit or loss dono hi hotay hai or agr loss ho jaye to trading ko leave nhi krna chahiye blkay apni mistakes ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.Trading mai stop loss ko zroor use krna chahiye or successful strategies k sath hi trading krni chahiye.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          yes fear aik trader kay dil mai hamesha huta hai kay kahi us ko loss na hu jaye but is fear ko use nahi karna chiaye kiu kay ye ap ka trading mai enemy hai aur ye ap ko hamesha wrong calls karne par majboor karta hai, aur ap apni trades galat time par close kar dete hein
          • #20 Collapse

            The forex not only helping the students to stand on thier own feets but really this is helping the maany persons in the world to stand on thier feet. the forex is realy helping to remove the problem of unemployment from the world.
            • #21 Collapse

              g bhai forex trading mein ap kabhi bhi daren nahi is mie agar ap dar ke trading karenge to ap phir kabhi bhi kamiyab nahi hoskate is liye ap is mien kabhi bhi dar ke trading nahi karen.
              • #22 Collapse

                yas jnab hum.insta forex treding bizbees mun jab hum treding karte hyn tab hum is bizness ke motivitash ko bhi ustimal karte hyn takh hum ko.achi ernig hasil.ho.dakti hy
                • #23 Collapse

                  jab b hum trade karty hain to humain fear ko dor kar kay kam karna ho ga agr hum sabar nai karty hain hurry karty hain to humain trade main loss ho sata hay profit hasil nai ho sakta hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #24 Collapse

                    g han forex trading mein apko chahiye ke ap kabhi bhi ghabrayen nahi is mien agar ap darenge market se to phir apko is mien aur ziyada loss hoga.
                    • #25 Collapse

                      fear ko motivation ki tarha se use kara jae to success bohat tezi se hasil hone lagti hai darne se hamesha loss hota hai hamesha kamyabi us ko he milti hai jo bina dare mehnat karta hai is business me or jis ko knowledge ho or experience hasil ho to us ke lye fear koi mainey nahi rakhta woh har situation ko samajh kar handle kar sakta hai market ko .
                      • #26 Collapse

                        Fear tou apko forex market main demotivatedemotivate hi kerta hai ky apko agar forex market main trade kerty huey fear of loss main mubtala rehty hain tou ap kabhi bhi forex market main trade open nehi kerain gy tou apko forex market main apni investment per koi faida hasil nehi ho sakta
                        • #27 Collapse

                          Starting main maximum traders fear of loss ka shikar ho jatey hain aur is tarah sey loss uthatey rehtay hain. Is key leye zarori hy keh aap demo account main kam karain takeh aap ka confidence barh jaye aur aap real account main without fear of loss trading kr sakain. Confidence increase honey sey aap ka fear khatam hota jata hy.
                          • #28 Collapse

                            is main fear free ho kar kam karna ho ga jis say humain market main achy say kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay dmeo ko use karna ho ga
                            • #29 Collapse

                              Yes bro ap ki bat thek ha hr trader ko dar hota h k lose na ho jaye hume is ma knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre luye important ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ji hume motivation huny k liye kam se kam mehnt krna hu gi jis k liye hume din raat mehnat krna hu gi aur tab hi hum forex mein successful hu sakty hain otherwise without motivation hum kuch bhi nhi kr sakty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X