Is only trading enough for our financial problems?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is only trading enough for our financial problems?
    Agar ham sirf trading pe depends rehte Hain aur koi job ya other buiseness ni nr sakte hain to kia ham sirf trading pe gozara kr sakte hain kia forex se hamen itna profit mill sakta hai k ham apne financial problems ko hal kr saken..?
    G bilkul forex k aise bhi traders hain jinno sab kch hi forex se banaya hai aur world level k ameer ho chukke hain but ham tab hi apne aap ko forex pe depends kr kr sakte hain jab ham itni mehnat kr len k forex men ham expert ho jaen tab hamare financial problems ba aasani forex se haal ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul tarding hamare liye kafi sabit ho sakti hai lekin iss k liye bhi hamen mehnat ki zarurat hai jab tak ham mehnat kr k iss qabil ni ho jate hain uss waqt tak ham apne aap ko fully tor pe depends ni kr sakte hain q k forex itna aasan buiseness ni hai hamen isse krne k liye a lot of knowledge aur experience chahiye tab hi ham itni earnings le sakte hain
    • #3 Collapse

      Dear friends app sub ko btana chahta hon k forex trading humy achi earning deti hy lakin ager hum achi trading kery to humy chaheay k sath sath koi aor business b kery takeh apni financial needs pori ker sky
      • #4 Collapse

        dear brother forex trading hamary leye ak kafi busnes ho sakta hy agar hum as main mahnat karen aur as k bare main ziada sy ziada knowllge hasil karen aur khoob prcfet kamain
        • #5 Collapse

          Dear agr hum chahty han k hum sirf forex me trade kr k hi apni zaruriyat proi kren to phr hamen is me bht sari investment krni pary gi nhe to hum bonus account se itna ziada nhe kama sakty k hum apni zaruriyat pori kr saken
          • #6 Collapse

            Dear forex trading ko ham as a professional business ke taor pe use Kar sakty hyn lekin is kilie hamen ziada see ziada knowledge ziada see ziada experience ziada ziada see capital aor sab see best ke hamari money management ziada achi honi chaie tab ja ke ham isko as a professional business ke tair pe use Kar sakty hen
            • #7 Collapse

              Ap.ka sawal acha hay hum agar forex trading par sahe mehnat se kaam kare aur ache tarikae se trading kare tou hum aik ache aur kamiab trader ban sakte hay aur agar hum koi aur job ya business nai bhi karte tou hun forex trading se bhi apne tmmam akhrajat pure kar sakte ahy aur apni tmmam zaroriat ko pura kar sakte hay is k liau humay mehnat ki aur twajha ki zarorat hay agar humare pass acah caoital bhi mojod hay tou hum monthly boht achi earning hasil jar kete hay trading se bohtc se log aese hay jo k koi aur job nai karte sirf forex trading se hi apne akhrajat oure karte hay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                jahan tk mera opinion ha to forex trading m jb ham professional hojaen ge to tb hmen forex p fully depend krna hoga keun k jb tk tmary andar se lalach khtm nhi hoga tb tk tam professional trader nhi bn skty hen.aur han agr hamara account balance 5000 plus ho to phir ham forex p fully depend kr skty hen aur apni financial needs ko bhi poora kr skty hen.

                اب آن لائن

                Working...
                X