Hamen market ko analyse krne k liye ye bhi dekhna hota hai k market iss time kiss position men hai agar market oversold ho chukki hoti hai to ham ismen koi trade open ni krte hain aur agar market over bought hoti hai tab bhi ham koi order open ni krte hain
Market k over sold aur over bought ko dekhne k liye hamen Rsi aur Scholastics indicators ko use krna chahiye ye dono indicators hamen market k over sold aur over bought ko perfectly batate hain
Market k over sold aur over bought ko dekhne k liye hamen Rsi aur Scholastics indicators ko use krna chahiye ye dono indicators hamen market k over sold aur over bought ko perfectly batate hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим