apni sehat ka bhi khayal rakhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apni sehat ka bhi khayal rakhen
    salam friends
    akser mene ye dekha hai k log trading k lia etna prayshan hojate hain k wo apni sehat tak ka khayal rakhna choor dete hain apni nend pori ni krte hain bus wo rat din junoon ki had tak es ko krne lag jate hain me manta hu k trading bht achi earning facilty hai layken phir bhi hume ye bhi dekhna chahe k humare sehat bhi important hai or es k lia hume apni nend bhi pori krni chahe q k dekhen jab tak humara mind fresh and relax ni hoga tab tak hum achi trading ni kr sakengay ap sub kia kehte hain es baray me ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    W Salam, yes friend ap ney theek baat kahi often traders Forex trading me pressure bohat lete hain agar unki trading achi na ja rahi ho to bohat preshan ho jate hain or sehat ki fikar nai kerte hain or sara sara din computer screen k samne bethe rehte hain jis se sehat or ziada down rehti hai to aise traders care kere apni sehat ki ache se trading kere or sehat ka b khas khayal rakhe.
    • #3 Collapse

      bhai jaan ap ny thek kha hy agar humeny traiding k dooran agar loss aye ga tu is mn humeny tenshion na lny is sy humeri saehat per impact parta hy is lye humeny chahyeh k hum is mn tenshion na lny kaun k ye humeri zaida sehat kharab kar skta hy ..
      • #4 Collapse

        Yes of course mein chahiye kaam Pakistan Forex forum ke upar jitni bhi post karte hain acche tarike Se Kare aur apne analysis instaforex bonus account wale trading experiences share kare aur Sath Sath Hai Yeh Bhi Chahiye Hota Hai Kya Mai apni sehat ka Vikas ka khayal rakhna chahiye Kyunki Forex trading mein sirf aur sirf mental tension hoti hai mental tension ki wajah se Hamari weakness me badhti jati hai isliye Hame Forex trading Karte Karte saath saath apni sehat ka bhi khayal rakhna chahiye
        • #5 Collapse

          Aslam o alikum Dear friends Instaforex forex users apny sehant ka khayal tu zaroor rakna hey kio k jub sehat achi nahi hoti tu kuch be maza nahi karta Jan hey tu jehan hey
          • #6 Collapse

            Of friends, sab say pehlay hamara focus apni sehat yani health pa hona chaheay...q k hamari sehat thk hogi to ham log trading pa concentrate Kar Pain gay...aur profit k Lea concentrate Karna bahut hi zaruri hay....so hamain trading main den rat khud ko uljhay ni rakhna chaheay bal k proper rest Karna chaheay.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              sehat ka toallik to kisi b business sy direct hy aap ki consentration he jb kaam ki taf nai ho gi to aap kaisay behtreen result produce kar sakain gy
              mairay khyal main sehat sab sy pehlay baki sb baad main ager aap ki tabeat he theak nai to baaki sab to gar ber gotaala hy aor traiding to kaam he zehan ka hy aor bemaari main zehan kaam nai karta

              اب آن لائن

              Working...
              X