trading mein nakami ki main wajha konsi hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein nakami ki main wajha konsi hy
    members,waisy to trading mein nakami ki bahot si wajhuhaat hain jin mein jaldbazi,laalach,less knowledge,emotions py control na hona etc ,aap k khayal mein in sab mein sey main reason konsi hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear trading mai nakami ki sab bri waja ye hai k jab ham bgair sochain samjhain kam kairn gay aur money mangemen tk rule ko apply nahi karin gay tu app iss mai lloss he karin gay iss leay forex mai success hony k leay app ko pehly isky rules ko aply karna boht he zrori hai phir he app iss mai success ho sakty hain,..
    • #3 Collapse

      dear waisy to trading mein nakami ki jo reasons aap ny batayi hain woh bilkul sahi hain lekin main in mein laalach aur jaldbazi ko hi main reasons kahoun ga keun k ye dono hr aik trader mein hoti hain aur especially new traders mein to ye ghaltiyan sab log krty hain
      • #4 Collapse

        dear aap ny kafi acha sawal kiya hy aur merey hisaab sey trading mein nakami wajah less knowledge of forex hy keun k agr kisi trader k paas forex ka sahi tarah ka knowledge nhi hy to wo chahy jitna bhi patience aur intelligent keun ho uska forex mein kamyab hona bahot mushkil hy
        • #5 Collapse

          Dear friends, forex trading main nakami ki sab say bari waja without knowledge and experience trading Karna hay...kuch log dosro ko earn karta daikh k jazbati ho jatay Hain aur without knowledge and experience hi trading start Kar detay Hain. As a result un ko loss ata hay.
          • #6 Collapse

            Dear brother agar hamary pass forex trading ka knowllge kam hy as k bary main hum ziada ilm nahi rakhty aur acha acount banany k bad bhi galat trade karty hain lalach karty hain aur apny ap ko bara master samaghty hain aur phar loss kar lety hain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
              members,waisy to trading mein nakami ki bahot si wajhuhaat hain jin mein jaldbazi,laalach,less knowledge,emotions py control na hona etc ,aap k khayal mein in sab mein sey main reason konsi hy
              forex trading main traders k loss ki bohat c reasons ho skty hain jesa k traders bna knowledge or experience k forex main trading start kr daity hain or phr unko loss ho jata hai us k elawa traders kko jab profit ho raha hota hai to traders or ziada profit ki lalach krty hain or unko l0oss ho jata hai
              • #8 Collapse

                dear friends trading nakami ki bari waja ye ha k hum is ki trade ky bary mn khass malomat nahi hoti phir bhi hum trade kr dety hn to is soorat mn hamein loss ho jata ha , nakami ki agli waja ye ha k sub kuch janny ky bawajood bhi hum lalach krty hn aur hamein lalach ki waja sy loss hota ha .
                • #9 Collapse

                  ​bhai jaan traiding mn sb sy jo nakami k bari wajah lalach hy ap jitni zaida lalach karo gy ap ko itna he zaida noqsan ho ga is k doseri wajah yeh hy k ap agar begir knowledg or expernice k kam karey gy tu ap ko naqmi ho gi ...
                  • #10 Collapse

                    Lack of Knowledge ​is main reason for losing money in forex...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      jahan tk mera opinion ha to forex trading m nakami ki main wjha lalach ha.jb bhi ham lalach krty hen to bri trade lgaty hen jisky result m hmen loss hota ha.agr ham lalach na kren aur choti lot se trading kren to hmara account save rehta ha.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X